SEARCH RESULTS
Showing search results for "gul-phuul"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "gul-phuul"
Kulliyat
Meer Taqi Meer
Kulliyat
gul phuul se bhii apne dil to nahii.n lagte Tuk
jii logo.n ke be-jaanaa.n kis taur bahalte hai.n
Meer Taqi Meer
PAGE MATCHES FOR "gul-phuul"
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "gul-phuul"
MORE MATCHES FOR "gul-phuul"
Kulliyat
gul phuul se kab us bin lagtii hai.n apnii aa.nkhe.n
laa.ii bahaar ham ko zor-aavarii chaman me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
jalva hai usii kaa sab gulshan me.n zamaane ke
gul phuul ko hai un ne parda saa banaa rakhaa
Meer Taqi Meer
Kulliyat
jalva hai usii kaa sab gulshan me.n zamaane ke
gul phuul ko hai un ne parda saa banaa rakhaa
Meer Taqi Meer
Kulliyat
daaGo.n se bhar gayaa hai miraa siina-e-figaar
gul phuul zor zor khile is bahaar me.n
Meer Taqi Meer
Kulliyat
mehr o mah gul phuul sab the par hame.n
chehra.ii chehra hii vo bhaataa rahaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
gul phuul aab aab hu.e kal chaman ke biich
gul ke hamaare aatishii.n ruKHsaar dekh kar
Havi Momin Abadi
Kulliyat
gul phuul is chaman ke chalo sub.h dekh le.n
shabnam ke rang phir ko.ii dam me.n havaa hai.n ye
Meer Taqi Meer
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Kulliyat
juu.n Guncha 'miir' itne na baiThe rahaa karo
gul-phuul dekhne ko bhii Tuk uTh chalaa karo
Meer Taqi Meer
Kulliyat
Meer Taqi Meer
Ghazal
Shaz Tamkanat
Ghazal
KHush-rang aur KHushbuu gul phuul hai.n khilaa.e
is KHaak ke kha.nDar ko kyaa gulsitaa.n banaayaa
Ismail Merathi
Kulliyat
ho baaG-o-bahaar aaya gul phuul kahii.n paayaa
jalva use yaa.n apnaa sad-rang dikhaanaa thaa