SEARCH RESULTS
Showing search results for "guldasta"
Ghazal MATCHES FOR "guldasta"
Ghazal
hasrat ne laa rakhaa tirii bazm-e-KHayaal me.n
gul-dasta-e-nigaah suvaidaa kahe.n jise
Mirza Ghalib
Ghazal
sub.h ke ThanDe farsh pe guu.njaa us kaa ek suKHan
kirno.n kaa guldasta dekho aur mujhe dekho
Sarvat Husain
Ghazal
thaa mai.n guldasta-e-ahbaab kii bandish kii giyaah
mutafarriq hu.e mere rufaqaa mere ba.ad
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
sau rang mazaamiin hai.n jab likhne pe aa.uu.n
gul-dasta-e-ma.anii mire ash.aar me.n dekhe.n
Fatima Hasan
Ghazal
nok-e-mizhgaa.n jab hu.ii siina-fagaaro.n se do-chaar
paara-haa-e-dil se gul-dasta banaa kar le ga.ii
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
is se phuulo.n vaale bhii aajiz aa ga.e hai.n
terii KHaatir jo guldasta Dhuu.nD rahaa hai
Idris Babar
Ghazal
ridaa-e-reshmii o.Dhe hu.e guzregii mish.al
nashist-e-sa.ng pe har sub.h gul-dasta milegaa
Sarvat Husain
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
kasrat-e-daaG se gul-dasta banaa dil to kyaa
ziinat-e-baaG na aaraa.ish-e-mahfil Thahraa
Ameer Minai
Ghazal
guldasta-e-jihaat thaa naira.ng-e-raah-e-ishq
thaa ik tilism-e-husn-e-KHayaabaan-e-daam-e-shaam
Muneer Niyazi
Ghazal
Anjum Irfani
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
ek gul-dasta banaayaa thaa pa-e-raahat-e-jaa.n
ab ye andesha hai har phuul bikhar jaa.egaa
Aslam Farrukhi
Ghazal
shagufta phuulo.n kaa gul-dasta sohbat-e-yaaraa.n
bikharte patto.n kaa ik Dher saa hai tanhaa.ii
Zia Jalandhari
Ghazal
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
munaafiq phuul bhii laa.e to kaa.nTe saath aate hai.n
uThaa apnaa ye guldasta hamaare saamne mat aa
Hamida Shaheen
Ghazal
guldasta ban ke raunaq-e-bazm-e-shahaa.n hu.aa
kuu.Daa jo us faqiir ke takiye se jha.D gayaa