SEARCH RESULTS
Showing search results for "gumaan-e-bad"
Ghazal MATCHES FOR "gumaan-e-bad"
Ghazal
Yasir Guman
Ghazal
yahii gumaan ghuumtaa hai KHema-e-KHayaal me.n
nigaah Garq ho ga.ii hai kis ke KHadd-o-KHaal me.n
Yasir Guman
Ghazal
itne maanuus hai.n ham kuucha-e-jaanaa.n se 'gumaan'
ham tire ghar se nikalte hu.e ro pa.Dte hai.n
Yasir Guman
Ghazal
ghar pe hallaa boltaa hai shaam ho jaane ke baa'd
ik puraanii yaad kaa lashkar dar-o-diivaar se
Yasir Guman
Ghazal
Najm Aafandi
Ghazal
Mumtaz Ahmad Khan Khushtar
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
aah ko baad-e-sabaa dard ko KHushbuu likhnaa
hai bajaa zaKHm-e-badan ko gul-e-KHud-ruu likhnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
muddato.n ke baad phir kunj-e-hiraa raushan hu.aa
kis ke lab par dekhnaa harf-e-du.aa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
jadiid naslo.n kii KHaatir ye varsa kaafii hai
mire yaqii.n ko hisaar-e-gumaa.n me.n rakh denaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
nasheman apnaa hai phir barq-o-baad se sarshaar
na.ii bahaar bhii kyaa saazgaar guzrii hai
A. D. Azhar
Ghazal
talaatum-e-Gam-e-dauraa.n me.n bah ga.e patvaar
havaa ke haath me.n ham baadbaan chho.D aa.e
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
mujhe to chashm-e-gurezaa.n bhii iltifaat lagii
tire sitam pe bhii iisaar kaa gumaa.n guzraa
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
buu aane lagii tujh se bhii duniyaa kii mire yaar
kuchh roz mujhe sohbat-e-bad chaahiye merii