SEARCH RESULTS
Showing search results for "gurfa"
Ghazal MATCHES FOR "gurfa"
Ghazal
saaf be-parda nahii.n hotaa vo Gurfa me.n na ho
rauzan-e-dar se kabhii aa.nkh la.Daa.e to sahii
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ham abas dekhte hai.n Gurfa-e-KHaalii kii taraf
ye bhii kyaa ko.ii tamaashaa hai ki hairat kii jaa.e
Irfan Siddiqi
Ghazal
mai.n us ko Gurfa-e-dil me.n bhalaa chhupaa.uu.n kyaa
jo lafz lafz hai bikhraa hu.aa kitaabo.n me.n
Anwar Sadeed
Ghazal
zaraa jhaa.nk kar Gurfa-e-mai-kada se
taraste labo.n kii qataaro.n ko dekho
Anand Narayan Mulla
Ghazal
Krishna Kumar Toor
Ghazal
muhiit-e-KHvaab se ik baad-e-tah-nashii.n ubhrii
havaa-e-sub.h se ik Gurfa-e-KHayaal khulaa
Mahmood Ayaz
Ghazal
vo Gurfa-nashiinii hai na hai shahr-navardii
baaqii na rahaa hijr me.n bistar ke sivaa kuchh
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
Gurfa-e-'arsh me.n hai jalva-fagan ab bhii rahiim
zulm ke haath me.n rahmat kii 'inaa.n aaj bhii hai
Shahryar Parwaz
Ghazal
baar baar uThnaa usii jaanib nigaah-e-shauq kaa
aur tiraa Gurfe se vo aa.nkhe.n la.Daanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
vo chiiz jis ke liye ham ko ho bahisht aziiz
sivaa.e baada-e-gulfaam-e-mushk-buu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
sub.h-dam chho.D gayaa nik.hat-e-gul kii suurat
raat ko Guncha-e-dil me.n simaT aane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
bach nikalte hai.n agar aatish-e-sayyaal se ham
shola-e-aariz-e-gulfaam se jal jaate hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
idraak abhii puuraa ta.aavun nahii.n kartaa
dai baada-e-gulfaam mai.n kuchh soch rahaa huu.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Guncha-e-gul ko vo muTThii me.n liye aate the
mai.n ne puuchhaa to kiyaa mujh se bahaanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
darkaar hai shaguftan-e-gul-haa-e-aish ko
sub.h-e-bahaar pumba-e-miinaa kahe.n jise
Mirza Ghalib
Ghazal
Meraj Faizabadi
Ghazal
naGma kisii ne saaz pe chhe.Daa to ro diye
Guncha kisii ne shaaKH se to.Daa to ro diye