SEARCH RESULTS
Showing search results for "haal-e-dil-e-naakaam-e-azal"
Ghazal MATCHES FOR "haal-e-dil-e-naakaam-e-azal"
Ghazal
ham-nashii.n puuchh na haal-e-dil-e-naakaam-e-azal
yahii hasrat rahii puuraa ko.ii armaa.n na hu.aa
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
aarzuu-e-dil-e-naakaam se Dar lagtaa hai
zindagaanii tire paiGaam se Dar lagtaa hai
Aziz Badayuni
Ghazal
Asghar Gondvi
Ghazal
Kamal Lakhnavi
Ghazal
baat qismat kii to kuchh ai dil-e-naakaam nahii.n
apnii taqsiir hai ye gardish-e-ayyaam nahii.n
Kausar Niyazi
Ghazal
un ko haal-e-dil-e-pur-soz sunaa kar uTThe
aur do-chaar ke ghar aag lagaa kar uTThe
Zaheer Dehlvi
Ghazal
kyaa puuchhte ho haal-e-dil-e-be-qaraar aaj
jo kal thii hai vo gardish-e-lail-o-nahaar aaj
Aasi Aarwi
Ghazal
us se kahuu.n mai.n haal-e-dil-e-daaG-daaG kyaa
ha.ns kar jo ye kahe ki sajaayaa hai baaG kyaa
Abdul Aziz Fitrat
Ghazal
shariik-e-haal-e-dil-e-be-qaraar aaj bhii hai
kisii kii yaad mirii Gam-gusaar aaj bhii hai
Aleem Akhtar muzaffarnagri
Ghazal
rusvaa.ii ke saath dil-e-naakaam aayaa
dekh ye tere 'ishq me.n kyaa in'aam aayaa
Kuldeep Kumar
Ghazal
khul jaa.egaa haal-e-dil-e-afgaar hamaaraa
pa.Dhte hai.n vo guldasta-e-ash.aar hamaaraa
Ranj Merthi
Ghazal
ham jinhe.n haal-e-dil-e-zaar sunaane nikle
un ke to aur alamnaak fasaane nikle
Hasan Nawab Hasan
Ghazal
ab is aah-o-fuGaa.n se ai dil-e-naakaam kyaa hogaa
ye pahle sochnaa thaa ishq kaa anjaam kyaa hogaa
Zia Asadi Sironji
Ghazal
haal-e-dil-e-tabaah kisii ne sunaa kahaa.n
puuchhe magar ko.ii to lab-e-mudda.aa kahaa.n
Syed Amin Ashraf
Ghazal
kyaa zubuu.n haal-e-dil-e-ranjuur hai
daaG dil me.n daaG me.n naasuur hai