SEARCH RESULTS
Showing search results for "haalat-e-be-naam"
Ghazal MATCHES FOR "haalat-e-be-naam"
Ghazal
Shohrat Bukhari
Ghazal
na ko.ii hijr na ko.ii visaal hai shaayad
bas ek haalat-e-be-maah-o-saal hai shaayad
Jaun Eliya
Ghazal
Nihal Rizvi Lucknowi
Ghazal
be-naam dayaaro.n se ham log bhii ho aa.e
kuchh dard the chun laa.e kuchh ashk the ro aa.e
Shafiq Saleemi
Ghazal
be-naam se phirte the kaam aa ga.ii rusvaa.ii
har ajnabii chehre par pahchaan ubhar aa.ii
Indr Mohan Mehta Kaif
Ghazal
ek be-naam saa Dar siine me.n aa baiThaa hai
jaise ik bhe.Diyaa har dar se lagaa baiThaa hai
Hasan Abbas Raza
Ghazal
phir kahii.n KHvaab o haqiiqat kaa tasaadum hogaa
phir ko.ii manzil-e-be-naam bulaatii hai hame.n
Shahryar
Ghazal
Naseem Shaikh
Ghazal
nahii.n aisaa bhii jarii ko.ii magar is dil ne
kisii andesha-e-be-naam se Darnaa bhii to hai
Mohammad Khalid
Ghazal
jaane kis manzil-e-be-naam kii jaanib nikluu.n
apnii tanhaa.ii se Dartaa huu.n mire saath raho
Syed Ahmed Shameem
Ghazal
tez-ro jaada-e-be-naam se aage paho.nche
aur manzil ko subuk-gaam liye baiThe hai.n
Wasi Sitapuri
Ghazal
Mushaf Iqbal Tausifi
Ghazal
yuu.n to gumnaamii muqaddar me.n likhii thii lekin
azm ne qatra-e-be-naam ko tuufaan kiyaa
Abid Akhtar
Ghazal
hai khel ki taqdiir kaa in'aam mire naam
bheje hai ko.ii naama-e-be-naam mire naam
Nasim Zahid
Ghazal
zamii.n pe zarra-e-be-naam the magar 'shahbaaz'
bulandiyo.n pe pahu.nch kar hamii.n sitaare hu.e
Shahbaz Khwaja
Ghazal
be-parda be-ta.ayyun o be-naam dekh use
vo to hai sirf naam kaa pardaa liye hu.e