SEARCH RESULTS
Showing search results for "haazirii"
Ghazal MATCHES FOR "haazirii"
Ghazal
tujh ko KHabar na hogii ki mai.n aas-paas huu.n
is baar haazirii ko huzuurii banaa.uu.ngaa
Umair Najmi
Ghazal
Mukesh Aalam
Ghazal
burii lagii tirii maujuudgii class me.n aaj
ki mere bole binaa terii haazirii lagii hai
Ahmad Azeem
Ghazal
rab ke huzuur haazirii kaa jab yaqiin thaa
to kyo.n ye zindagii tirii Gaflat me.n kaT ga.ii
Mujahid Hadi
Ghazal
Sarwar Alam Raz
Ghazal
hame.n to aarzuu-e-izn-e-haazirii hai bahut
zahe-nasiib agar izn-e-guftuguu bhii mile
Haneef akhgar
Ghazal
shaiKH-e-nigaah tirii haazirii ko chal nikluu.n
havaa-e-tauba sukhaa de agar labaada miraa
Moeen Nizami
Ghazal
abhii se falsafa-e-reg-zaar kii baate.n
abhii to ishq ke maktab me.n haazirii hu.ii hai
Shehzad Anjum Burhani
Ghazal
kaisaa mahsuus ho rahaa thaa tumhe.n
jab madiine me.n haazirii hu.ii thii
Rashida Maheen Malik
Ghazal
har roz mai-kado.n me.n rahii haazirii merii
zaahid tirii namaaz to aksar qazaa hu.ii
Shaikh Husain Salik
Ghazal
yuu.n bazm-e-naaz me.n aane ke ham nahii.n qaa.il
na ho salaam-e-mohabbat to haazirii kyaa hai
Al-Haaj Al-Hafiz
Ghazal
haazirii lagtii hai shaayad tire darbaar me.n ab
aaj-kal sundus-o-kam-KHvaab bahut dekhtaa huu.n
Mohammad Haneef Katib
Ghazal
ashko.n ko darmiyaan me.n laa.e baGair ham
hairat hai haazirii ko huzuurii samajhte hai.n
Abbas Tabish
Ghazal
kis ne kahaa ki 'ishq tirii chaakarii burii
jhag.Daa to saaraa roz kii is haazirii kaa hai
Akash Arsh
Ghazal
yuu.n pukaar hai ghar par chal mushaa’ere 'raushan'
haazirii kii aavaaze.n pa.D rahii hai.n thaane se