SEARCH RESULTS
Showing search results for "hadaf-e-khada.ng-e-nigaah"
Ghazal MATCHES FOR "hadaf-e-khada.ng-e-nigaah"
Ghazal
Naseem Dehlvi
Ghazal
saraapaa zaKHm-e-KHadang-e-nigaah-e-fardaa huu.n
maqaam-e-dil sar-e-maujuudagaa.n ko.ii nahii.n hai
Hadis Salsal
Ghazal
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
dil-o-nigaah pe kyuu.n chhaa rahaa hai ai saaqii
ye terii aa.nkh kaa nashsha sharaab se pahle
A G Josh
Ghazal
hisaab-e-dard to yuu.n sab mirii nigaah me.n hai
jo mujh pe ho na sakii.n vo navaazishe.n likhnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kam-maa.egii ne dil tujhe be-qadr kar diyaa
duzd-e-nigaah-e-naaz ke qaabil nahii.n rahaa
S A Mehdi
Ghazal
S A Mehdi
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
shah dil ko mil ga.ii hai phir un kii nigaah se
phir shauq Dhuu.nDhtaa hai dil-o-jaa.n na.e na.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
le kaam mujh se saKHt u.Daano.n kaa tuu magar
pahle mirii nigaah mire baal-o-par bhii dekh
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
nigaah-e-diida-e-ta.abiir ke havaale 'KHalish'
hai ye bayaaz alag intiKHaab-e-KHvaab ke saath
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
jis samt dekhtaa huu.n shu.aa.o.n ke zaKHm hai.n
kis kii nigaah-e-naaz se Takraa ga.ii hai shaam
M. I. Sajid
Ghazal
KHada.ng-e-aah ko roke rahaa huu.n furqat me.n
KHayaal hai mujhe aflaak kii tabaahii kaa
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
jumbish-e-teG-e-nigah kii nahii.n haajat aslan
kaam meraa vo ishaaro.n hii me.n kar jaate hai.n
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
aisii bhii kyaa nigaah-e-mohabbat se dushmanii
phuulo.n samet rang-e-gulistaa.n badal gayaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
vo shahiid-e-nigah-e-naaz nazar aate hai.n
aaj-kal aur hii andaaz nazar aate hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kyuu.n badle hu.e hai.n nigah-e-naaz ke andaaz
apno pe bhii uTh jaatii hai aGyaar ke hote
Zehra Nigaah
Ghazal
kabhii vo dekhte hai.n apne teG o baazuu ko
kabhii vo Gaiz se mujh par nigaah karte hai.n