SEARCH RESULTS
Showing search results for "hajla"
Ghazal MATCHES FOR "hajla"
Ghazal
duniyaa bhii ik aamaaj-gah-e-husn hai 'shaa.ir'
dekho to zaraa hajla-e-jaanaa.n se nikal ke
Himayat Ali Shayar
Ghazal
shaam kaa taaraa, sub.h kaa pahlaa taaraa Thahregaa
hajla-e-vasl me.n raat rahegii, baat savero.n se
Khalid Ahmad
Ghazal
kho jaanaa use dekh ke uryaa.n ke safar me.n
chhuute hii use hajla-e-asraar me.n rahnaa
Sarmad Sahbai
Ghazal
chaa.ndnii bahr-e-taKHayyul me.n utar aa.ii hai
hajla-e-nuur merii yaad kii gahraa.ii hai
Jameel Azimabadi
Ghazal
Syed Ghafir Rizvi Falak Chhaulsi
Ghazal
Arsh Siddiqui
Ghazal
vo pairahan-e-jaan me.n jaa.n hajla-e-tan me.n
huu.n vahm-e-judaa.ii se ajab ra.nj-o-mehan me.n
Ismail Merathi
Ghazal
ye bhii kyaa bechaargii hai kaaGzii shaadaabiyaa.n
apne chehre par sajaa.e hajla-e-Gairat me.n huu.n
Shafiq Saleemi
Ghazal
us par Galat hai ishq me.n ilzaam-e-dushmanii
qaatil hai mere hajlaa-e-jaa.n me.n chhupaa hu.aa
Arsh Siddiqui
Ghazal
haa.e ye shab-e-vaa'da dil kaa haal kyaa kahiye
hajla-e-uruusii me.n jis tarah dulhan tanhaa
Mazhar Imam
Ghazal
hajla-e-sa.ng-e-sar-e-rah me.n na jaane kitne
ruu-numaa.ii ko hai.n betaab sanam aavaara
Adeeb Sohail
Ghazal
uruus-e-gul to abhii hajla-e-KHayaal me.n hai
ki shaaKH-e-gul ko hai sad-joshish-e-numuu kii talaash
Ehsan Nanparwi
Ghazal
hamla hai chaar suu dar-o-diivaar-e-shahr kaa
sab ja.ngalo.n ko shahr ke andar sameT lo