SEARCH RESULTS
Showing search results for "halaakat"
Ghazal MATCHES FOR "halaakat"
Ghazal
ham par bhii kabhii apnii halaakat kii nazar Daal
sach jaan ki jaan apnii bachaane ke nahii.n ham
Farhat Ehsas
Ghazal
yahii hai dil kii halaakat yahii hai ishq kii maut
nigaah-e-dost pe iz.haar-e-bekasii ho jaa.e
Qabil Ajmeri
Ghazal
KHudaa gavaah ki un me.n vahii halaakat hai
ye teG-o-tiir ye KHanjar usii se milte hai.n
Akbar Masoom
Ghazal
zindagii tere tasavvur se hii mashruut nahii.n
terii yaado.n se halaakat bhii to ho saktii hai
Yunus Tahseen
Ghazal
tumhaare naam pe jhag.Daa ho aur is ke ba.ad
ho aisii ja.ng ki jis me.n mirii halaakat ho
Jahanzeb Sahir
Ghazal
ham ishq se kyaa vaaqif vaaqif hai.n to sirf itnaa
aaGaaz halaakat hai anjaam KHudaa jaane
Josh Malihabadi
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
mai.n shab se nahii.n din kii halaakat se Daraa huu.n
ab mere liye bhejnaa tanviir ko.ii aur
Afzaal Firdaus
Ghazal
kahii.n hai dasht-e-halaakat kahii.n hai hairaanii
tirii talaash me.n ye raasta kahaa.n niklaa
Sarmad Sahbai
Ghazal
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
vo saa.np thaa aur us ko sapere se pyaar thaa
itnaa bahut thaa us kii halaakat ke vaaste
Syed Anwar Ahmad
Ghazal
Qayem Chaandpuri
Ghazal
ishq me.n zauq-e-takallum hai halaakat-aafrii.n
aarzuu bhii ehtiyaatan be-zabaa.n rakhte hai.n ham
Zaheer Kashmiri
Ghazal
sard mausam kaa sahaa jaataa nahii.n mujh se azaab
barf jaisii raat ko terii haraarat chaahiye
Saeedullah Shad
Ghazal
is dasht-e-halaakat se guzar kaun karegaa
be-amn KHaraabo.n me.n safar kaun karegaa