SEARCH RESULTS
Showing search results for "ham-shiir"
Ghazal MATCHES FOR "ham-shiir"
Ghazal
Gamo.n kii dhuup me.n bargad kii chhaa.nv jaisii hai
mire liye mirii ham-shiir maa.o.n jaisii hai
Tanveer Sipra
Ghazal
ik jaan se do jaan to honii nahii.n hargiz
yaa mai.n nahii.n yaa ab tirii ham-shiir nahii.n hai
Shaida Allahabadi
Ghazal
mujhe muflisii ne banaayaa hai shaa'ir
mirii shaa'irii hai shikaayat kaa paikar
Baloch Mehfooz Khan
Ghazal
suKHan-saraa.ii tamaasha hai she'r bandar hai
shikam kii maar hai shaa'ir nahii.n machhandar hai
Zafar Iqbal
Ghazal
har sher ko gulaab kiyaa kyaa Galat kiyaa
haa.n teraa intiKHaab kiyaa kyaa Galat kiyaa
Khalid Yusuf
Ghazal
hai shor saahilo.n par sailaab aa rahaa hai
aa.nkho.n ko Garq karne phir KHvaab aa rahaa hai
Farhat Ehsas
Ghazal
har Gazal har sher apnaa isti.aara-aashnaa
fasl-e-gul me.n jaise shaaKH-e-gul sharaaraa-aashnaa
Zaheer Ghazipuri
Ghazal
har sher har Gazal pe hai aisii chhaap terii
tasviir ban rahii hai ik apne aap terii
Sandeep Thakur
Ghazal
ajiib baat thii har sher pur-asar Thahraa
mai.n is kii bazm me.n kal raat baa-hunar Thahraa
Jafar Abbas
Ghazal
buland fikr kii har sher se ayaa.n ho ramaq
mire qalam se adaa ho kabhii Gazal kaa haq
Dr. Azam
Ghazal
ab har ik KHair me.n maujuud hai shar kii suurat
baa.is-e-faKHr hu.aa aib hunar kii suurat
Afzal Kiratpuri
Ghazal
Bano Tahira Sayeed
Ghazal
ko.ii payaam-e-musalsal hai shor-e-dariyaa bhii
tahii-suKHan se nahii.n hai sukuut-e-sahraa bhii
Lais Quraishi
Ghazal
har samt ye ham shor-o-sharar dekh rahe hai.n
mazluum kii aaho.n kaa asar dekh rahe hai.n
Ghubar Kiratpuri
Ghazal
Abid Raza
Ghazal
ahd-e-Gazab hai shor bahut qiil-o-qaal kaa
ye daur hai bahaa-e-adab ke zavaal kaa