SEARCH RESULTS
Showing search results for "harkat"
Ghazal MATCHES FOR "harkat"
Ghazal
'muniir' is mulk par aaseb kaa saaya hai yaa kyaa hai
ki harkat tez-tar hai aur safar aahista aahista
Muneer Niyazi
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
harkat kisii me.n hai na haraarat kisii me.n hai
kyaa shahr thaa jo barf kii chaTTaan ho gayaa
Hafeez Banarasi
Ghazal
yahaa.n to zikr ko kaafii nahii.n dilii harkaat
hazaar daana kii tasbiih kis shumaar me.n hai
Natiq Lakhnavi
Ghazal
Osama Khalid
Ghazal
saudaa-e-shahaadat na ho jis sar me.n vo sar kyaa
jis me.n na haraarat ho na harkat vo sharar kyaa
Amjad Ali Ghaznawi
Ghazal
dekhte kyaa ho udhar gar zulf barham ho ga.ii
ye saraasar harkat-e-baad-e-sabaa thii mai.n na thaa
Nawab Shahjahan Begum Shahjahan
Ghazal
harkat dil-o-dimaaG me.n paidaa kare ko.ii
jo qaum mar chukii use zinda kare ko.ii
Chand Kakralvi
Ghazal
jin kii harkat pe jahaalat kaa gumaa.n hotaa hai
un kaa daa'vaa hai ki vo log adab jaante hai.n
Farooq Noor
Ghazal
Shauq Bahraichi
Ghazal
Minakshi Masoom
Ghazal
Ameer Raza Mazhari
Ghazal
vaar kare hai mujh par har qaatil lamha
hairat hai phir bhii zinda huu.n barso.n se