SEARCH RESULTS
Showing search results for "hataanaa"
Ghazal MATCHES FOR "hataanaa"
Ghazal
parda tumhaare ruKH se haTaanaa pa.Daa mujhe
yuu.n apnii hasrato.n ko jagaanaa pa.Daa mujhe
Faisal Imtiyaz Khan
Ghazal
logo.n ko raaste kii zaruurat hai aur mujhe
ik sa.ng-e-rahguzar ko haTaanaa hai aur bas
Saleem Kausar
Ghazal
na hogaa kabhii faisla kufr o dii.n kaa
tumhe.n ruKH se parda haTaanaa pa.Degaa
Saifuddin Saif
Ghazal
ek parde ne banaa rakkhaa hai dono.n kaa bharam
aur vo parda haTaanaa bhii nahii.n chaahte ham
Meena Naqvi
Ghazal
mujh se tumhaare aks ko kartaa thaa bad-gumaa.n
aa.iina darmiyaa.n se haTaanaa pa.Daa mujhe
muneer saifi
Ghazal
Suhail Sani
Ghazal
nazre.n badal rahaa hai agar vo to Gam nahii.n
kaa.nTaa ab apnii rah se haTaanaa mujhe bhii hai
Bilqees Khan
Ghazal
mai.n tirii maantaa lekin jo miraa dil hai naa
dar kaa patthar hai haTaanaa ise mushkil hai naa
Ahmad Ata
Ghazal
Mukesh Jha
Ghazal
apne virse se tiraa qabza haTaanaa hai hariis
naam dahshat ki balaa rakh ki mai.n jo huu.n so huu.n
Anees Ansari
Ghazal
maslahat kii zulm ne pahnii naqaab
ruKH se ye parda haTaanaa chaahiye
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
vo bevafaa hai magar kis tarah bhulaa de.n use
hamaaraa dil bhii to lagtaa hai us kamiin ke paas
Altamash Abbas
Ghazal
mushtarak dost bhii chho.De hai.n tujhe chho.Dne par
mujh ko diivaar haTaanaa pa.Dii tasviir ke baa'd
Umair Najmi
Ghazal
aa rahaa hai ko.ii phir daam-e-nazar me.n 'ja.afar'
aise manzar se nigaahe.n na haTaanaa is vaqt
Jafar Shirazi
Ghazal
mahv ho jaa.e mire zehn se bhii us kii shabiih
us kii tasviir haTaanaa bhii zaruurii Thahraa