SEARCH RESULTS
Showing search results for "hausle"
Ghazal MATCHES FOR "hausle"
Ghazal
ik fursat-e-gunaah milii vo bhii chaar din
dekhe hai.n ham ne hausle parvardigaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
yaa.n tishna-kaamiyaa.n to muqaddar hai.n ziist me.n
miltii hai hausle ke baraabar kabhii kabhii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
girafta-dil the magar hausla na haaraa thaa
girafta-dil me.n magar hausle bhii ab ke ga.e
Ahmad Faraz
Ghazal
maqaam-e-shauq tire qudsiyo.n ke bas kaa nahii.n
unhii.n kaa kaam hai ye jin ke hausle hai.n ziyaad
Allama Iqbal
Ghazal
mai.n chup rahuu.n kabhii be-vaj.h ha.ns pa.Duu.n 'mohsin'
use ga.nvaa ke ajab hausle talaash karuu.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
mere TuuTe hausle ke par nikalte dekh kar
us ne diivaaro.n ko apnii aur uu.nchaa kar diyaa
Adil Mansuri
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
zaraa sii baat hai is kaa tamaashaa kyaa banaa.e.n ham
iraade TuuTte hai.n hausle mismaar hote hai.n
Abbas Qamar
Ghazal
samajh hame.n bhii hai itnii ki us kaa ahd-e-sitam
guzaarnaa hai to ab hausle se guzregaa
Zafar Iqbal
Ghazal
junuun shauq yaqii.n zaabte se aa.ii hai
u.Daan mujh me.n mire hausle se aa.ii hai
Jahangeer nayab
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
tum hamaare hausle kii aaKHirii ummiid ho
tum hamaare zaKHm par marham lagaayaa mat karo
Abrar Ahmad Kashif
Ghazal
gar sochnaa hai.n ahl-e-mashiyyat ke hausle
maidaa.n se ghar me.n ek tuu mayyat uThaa ke laa
Mohsin Naqvi
Ghazal
apne apne hausle apnii talab kii baat hai
chun liyaa ham ne tumhe.n saaraa jahaa.n rahne diyaa
Adeeb Saharanpuri
Ghazal
hausle detaa hai ye abr-e-gurezaa.n kyaa kyaa
zinda huu.n dasht me.n ham us ke sahaare jaise