SEARCH RESULTS
Showing search results for "hayaat-e-nau"
Ghazal MATCHES FOR "hayaat-e-nau"
Ghazal
lutf-e-hayaat-e-nau hai har ik inqalaab me.n
hai.n asl zindagii ke maze pech-o-taab me.n
Mahir Bilgrami
Ghazal
us kii KHushii thii baa.is-e-fat.h-e-hayaat-e-nau
jab vo hu.aa maluul mujhe haarnaa pa.Daa
Moheet Ismaeel
Ghazal
qasr-e-hayaat-e-nau kii hai baaruud par binaa
'anjum' ye paa.edaarii-e-ta.amiir dekhnaa
Anjum Irfani
Ghazal
suuraj luTaa rahaa thaa mataa.a-e-hayaat-e-nau
tere baGair dil kaa ka.nval bekalii me.n thaa
Mohammad Kaleem Ziya
Ghazal
Qaisar hayat
Ghazal
mile jahaa.n bhii payaam-e-hayaat-e-nau mujh ko
maza to jab hai vahii.n mere yaar tuu bhii mile
Haneef Akhgar
Ghazal
ab to us phuul kii nik.hat se mahaktii hai hayaat
zaKHm-e-dil zaKHm thaa tahziib-e-nazar hone tak
Nau Bahar Sabir
Ghazal
hayaat kyaa hai ma.aal-e-hayaat kyaa hogaa
tuu is pe Gaur karegaa to Gam-zada hogaa
Nau Bahar Sabir
Ghazal
Faiz Jhanjhanvi
Ghazal
ahd-e-nau lafzo.n ke mafhuum se vaaqif hii nahii.n
kitnaa be-aks KHayaalaat kaa aa.iina hai
Hayat Warsi
Ghazal
aap ye aaKHirii paiGaam-e-masarrat sun le.n
ki 'hayaat'-e-jigar-afgaar ne dam to.D diyaa
Hayat Amrohvi
Ghazal
Hayat Amrohvi
Ghazal
mujhe to raas na aa.ii hayaat-e-nau lekin
KHataa-mu.aaf tumhaaraa bhii ye maqaam na ho
Jamill Murassapuri
Ghazal
is tarah aaGaaz shaayad ik hayaat-e-nau kaa ho
pichhlii saarii zindagii ko bhuul jaanaa chaahiye
Muneer Niyazi
Ghazal
shiiriiniyo.n ko zahr ke daamo.n me.n biich kar
naGme hayaat-e-nau ke sunaate rahe hai.n ham
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
hayaat-e-nau ke jaziire pe roknii pa.Dii naav
muKHaalifat pe tulii thii havaa mai.n kyaa kartaa