SEARCH RESULTS
Showing search results for "hazaar-gune"
Ghazal MATCHES FOR "hazaar-gune"
Ghazal
hazaar-guuna hasii.n hai.n ye mah-vashaan-e-zamii.n
falak ke chaa.nd sitaaro bahut na tum itraa.o
Abdussamad ’Tapish’
Ghazal
Mansoor Aafaque
Ghazal
dilo.n pe zaKHm lagaa ke hazaar guzrii bahaar
ga.ii hai chho.D ke ik yaadgaar guzrii bahaar
Ahmad Masoom
Ghazal
balaa se apnii ab aatii rahe bahaar kabhii
kalii pa suukhii na aa.egaa phir nikhaar kabhii
Sada Ambalvi
Ghazal
qataar me.n uge hu.e hare-bhare daraKHt ho.n
tiraa guzar jahaa.n se ho dhule dhule daraKHt ho.n
Mehmood Rashid
Ghazal
jab apne naGme na apnii zabaa.n tak aa.e
tire huzuur ham aa kar bahut hii pachhtaa.e
Jagan Nath Azad
Ghazal
hasrat ke daaG dast-e-talab se nahii.n dhule
bhaarii the KHvaab aa.nkh se puure nahii.n tule
Farah Rizwi
Ghazal
Sipahdar Khan
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
savaal guu.nj ke chup hai.n javaab aa.e nahii.n
jo aane vaale the vo inqalaab aa.e nahii.n
Rashid Jamaal Farooqi
Ghazal
gul dekhnaa to chashm-e-gul-e-tar bhii dekhnaa
shabnam ne jo piro.e hai.n gauhar bhii dekhnaa
Zaigham Hameedi
Ghazal
mai.n duur ho ke bhii us se kabhii judaa na hu.aa
ki us ke baa'd kisii kaa bhii aashnaa na hu.aa
Lutf-ur-rahman
Ghazal
hazaar sub.h ne kirno.n ke jaal phailaa.e
magar simaT na sake raat ke ghane saa.e
Zafar Akbarabadi
Ghazal
maaniye baat mirii saaz badalte rahiye
kabhii lahja kabhii aavaaz badalte rahiye