SEARCH RESULTS
Showing search results for "hazrat mahboob e ilahi ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "hazrat mahboob e ilahi ebooks"
Ghazal
na chho.De.nge mahbuub-e-ilaahii ke dar ko
nahii.n go ham is aastaane ke qaabil
Mufti Sadruddin Aazurda
Ghazal
mahbuub-e-ilaahii mire KHvaaja ke hai.n mahbuub
tujh ko bhii 'qamar' hai usii sarkaar se matlab
Qamar Hilali
Ghazal
hai tasavvur me.n jo mahbuub-e-ilaahii raat-din
ka.aba-e-dil saaf ai 'naasiKH' madiina ho gayaa
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
Maroof Dehlvi
Ghazal
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
din me.n bhii hasrat-e-mahtaab liye phirte hai.n
haa.e kyaa log hai.n kyaa KHvaab liye phirte hai.n
Faragh Rohvi
Ghazal
mahruum-e-KHvaab diida-e-hairaa.n na thaa kabhii
teraa ye rang ai shab-e-hijraa.n na thaa kabhii
Nasir Kazmi
Ghazal
mahruum-e-tarab hai dil-e-dil-giir abhii tak
baaqii hai tire ishq kii taasiir abhii tak
Hasrat Mohani
Ghazal
mo.ajiza vo jo masiihaa kaa dikhaate jaate
kah ke qum qabr se murde ko jilaate jaate
Abdul Halim Sharar
Ghazal
shaayad ho use dard kaa ehsaas ilaahii
kuchh der jo baiThe vo mire paas ilaahii
Ali Asar Bandvi
Ghazal
tujhii se ibtidaa hai tuu hii ik din intihaa hogaa
sadaa-e-saaz hogii aur na saaz-e-be-sadaa hogaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
KHaamosh kalii saare gulistaa.n kii zabaa.n hai
ye tarz-e-suKHan aabruu-e-KHush-suKHnaa.n hai
Abdul Aziz Fitrat
Ghazal
ab nahii.n hai shaa'irii mahduud bas mahbuub tak
aaj ke shaa'ir hai.n pahu.nche nit-na.e usluub tak
Shahzad Mughal Ajmi
Ghazal
ilaahii KHair ki 'arsh-e-barii.n bhii Taap gayaa
KHayaal-e-hazrat-e-'haaris' 'ajab buland hu.aa
Haris Ali
Ghazal
vaqt se pahle daraKHto.n pe samar aane lage
raat aa.ii bhii nahii.n KHvaab-e-sahar aane lage
Alam Khursheed
Ghazal
ishq-e-but me.n kufr kaa mujh ko adab karnaa pa.Daa
jo brahman ne kahaa aaKHir vo sab karnaa pa.Daa
Akbar Allahabadi
Ghazal
Manzar Lakhnavi
Ghazal
ishq-e-gustaaKH kii allaah rii raahat-talabii
rakh ke sar zaanuu-e-mahbuub pe sonaa chaahaa
Sarosh Lucknowi
Ghazal
shahr me.n hazrat-e-dil chaak-e-garebaa.n kaisaa
hosh me.n aa.o bhalaa ghar me.n bayaabaa.n kaisaa