SEARCH RESULTS
Showing search results for "hazrat-e-'beKHud'"
Ghazal MATCHES FOR "hazrat-e-'beKHud'"
Ghazal
dekho to jaa ke hazrat-e-'beKHud' na huu.n kahii.n
daavat sharaab-KHaane me.n ik paarsaa kii hai
Bekhud Dehlvi
Ghazal
ko.ii mausam ko.ii din ho is se kuchh matlab nahii.n
hazrat-e-'beKHud' ko hai piine pilaane se Garaz
Bekhud Dehlvi
Ghazal
ye rahaa hazrat-e-'beKHud' kaa makaa.n aa.o chale.n
abhii dam bhar me.n mirii jaan chale aate hai.n
Bekhud Dehlvi
Ghazal
Bekhud Dehlvi
Ghazal
qaa.il banii nazaakat-e-aavaaz dekhnaa
likhe hai.n sher hazrat-e-'beKHud' ke rang me.n
Murli Dhar Shad
Ghazal
samajhne paa.e kabhii aasmaa.n na ai 'beKHud'
ye jitnaa jabr kare inkisaar kartaa jaa
Bekhud Mohani
Ghazal
dushman to bahut hazrat-e-naaseh hai.n hamaare
haa.n dost ko.ii aap saa naadaa.n nahii.n rakhte
Bekhud Dehlvi
Ghazal
kar na de.n us ko mukaddar kahii.n aa.h-e-'beKHud'
aap us aa.iina-siimaa ko nahii.n jaante kyaa
Bekhud Dehlvi
Ghazal
jo sair dekhnii manzuur hai tumhe.n 'beKHud'
bhi.Daa do hazrat-e-zaahid se mai pilaa ke mujhe
Bekhud Dehlvi
Ghazal
ham jaate hai.n yaa hazrat-e-dil aap sidhaare.n
jaa.e.nge ab us bazm me.n shaamil to nahii.n ham
Bekhud Dehlvi
Ghazal
Bekhud Mohani
Ghazal
halaal kyo.n nahii.n mai ham pe hazrat-e-zaahid
ye KHuun-e-tauba nahii.n ai janaab shiishe me.n