SEARCH RESULTS
Showing search results for "hilaa.e.n"
Ghazal MATCHES FOR "hilaa.e.n"
Ghazal
naaseh hamaarii tauba me.n kuchh shak nahii.n magar
shaana hilaa.e.n aa ke ghaTaa.e.n to kyaa kare.n
Akhtar Shirani
Ghazal
mun'im ke shukr me.n bhii hilaa.e.n kabhii kabhii
tanhaa baraa.e-lazzat-e-duniyaa zabaa.n nahii.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
hamd-e-KHudaa-e-paak zabaa.n par jo laa.e.n ham
yaa na.at-e-mustafaa me.n agar lab hilaa.e.n ham
Shah Khamosh Sabri
Ghazal
jab faisle ho.n naam-o-nasab dekh kar 'vasiim'
zanjiir KHaak adl kii jaa kar hilaa.e.n ham
Wseem Ahmad
Ghazal
mu.nh mo.D rahe hai.n jo 'ziyaa' jahd-o-amal se
jaa kar dar-e-taqdiir kii zanjiir hilaa.e.n
Bakhtiyar Ziya
Ghazal
Arshad Nadeem Arshad
Ghazal
ye havaa.e.n u.D na jaa.e.n le ke kaaGaz kaa badan
dosto mujh par ko.ii patthar zaraa bhaarii rakho
Rahat Indori
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
vaise to ik aa.nsuu hii bahaa kar mujhe le jaa.e
aise ko.ii tuufaan hilaa bhii nahii.n saktaa
Waseem Barelvi
Ghazal
havaa.e.n chalii.n aur na mauje.n hii uTThii.n
ab aise bhii tuufaan aane lage hai.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
is shahr-e-hiila-juu me.n jo mahram mile mujhe
fariyaad jaan-e-jaa.n vahii mahram mile tumhe.n
Jaun Eliya
Ghazal
kaun aa.egaa yahaa.n ko.ii na aayaa hogaa
meraa darvaaza havaa.o.n ne hilaayaa hogaa
Kaif Bhopali
Ghazal
ye kyaa ki sab se bayaa.n dil kii haalate.n karnii
'faraaz' tujh ko na aa.ii.n mohabbate.n karnii
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
pursish-e-haal ko tum aa.oge us vaqt mujhe
lab hilaane kii bhii taaqat ho zaruurii to nahii.n