SEARCH RESULTS
Showing search results for "hindavii"
Ghazal MATCHES FOR "hindavii"
Ghazal
aur do-aatisha kar detii hai aaha.ng-e-Gazal
hindavii lai me.n navaa-e-ajamii tho.Dii sii
Ashfaq Husain
Ghazal
Gazal to kah duu.n 'razaa' ye bhii to ijaazat ho
jise tuu hindavii kahtaa thaa vo zabaa.n likh duu.n
Kalidas Gupta Raza
Ghazal
ye hindavii to kabhii reKHta rahii 'dilbar'
zabaan-e-urdu hai kyaa kyaa KHitaab pahne hu.e
Rakesh Dilbar
Ghazal
jalva-e-mus.haf-e-aariz jo nazar aa jaataa
hindavii KHaal bhii sau jaa.n se musalmaa.n hotaa
Munshi Thakur Parsad Talib
Ghazal
dil se miTnaa tirii a.ngusht-e-hinaa.ii kaa KHayaal
ho gayaa gosht se naaKHun kaa judaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
phir hinaa.ii hone vaale hai.n mire qaatil ke haath
phir zabaan-e-teG par ra.ng-e-shahaab aane ko hai
Fani Badayuni
Ghazal
avvalii.n chaa.nd ne kyaa baat sujhaa.ii mujh ko
yaad aa.ii tirii a.ngusht-e-hinaa.ii mujh ko
Nasir Kazmi
Ghazal
achchhaa hai sar-a.ngusht-e-hinaa.ii kaa tasavvur
dil me.n nazar aatii to hai ik buu.nd lahuu kii
Mirza Ghalib
Ghazal
نہ ميں اعجمي نہ ہندي ، نہ عراقي و حجازي
کہ خودي سے ميں نے سيکھي دوجہاں سے بے نيازي
Allama Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ro.ndii kisii ne paa-e-hinaa.ii se merii naa'sh
thii zindagii me.n mujh ko jo buu-e-hinaa pasand
Bekhud Dehlvi
Ghazal
ra.ngii.n hai.n KHuun-e-sar se vo haath aaj-kal rahe
jis haath me.n vo dast-e-hinaa.ii tamaam shab