SEARCH RESULTS
Showing search results for "hisaab"
Ghazal MATCHES FOR "hisaab"
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
hai jo hamaaraa ek hisaab us hisaab se
aatii hai ham ko sharm ki paiham mile tumhe.n
Jaun Eliya
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
murshid ke jhuuT kii to sazaa be-hisaab hai
tum chho.Diyo na shahr ko sahraa kiye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ishq bhii ho hijaab me.n husn bhii ho hijaab me.n
yaa to KHud aashkaar ho yaa mujhe aashkaar kar
Allama Iqbal
Ghazal
hisaab-e-lutf-e-hariifaa.n kiyaa hai jab to khulaa
ki dosto.n ne ziyaada KHayaal rakkhaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
ye mai-kada hai vo masjid hai vo hai but-KHaana
kahii.n bhii jaa.o farishte hisaab rakhte hai.n
Rahat Indori
Ghazal
sarf-e-bahaa-e-mai hu.e aalaat-e-mai-kashii
the ye hii do hisaab so yuu.n paak ho ga.e
Mirza Ghalib
Ghazal
lagaa ke dekh le jo bhii hisaab aataa ho
mujhe ghaTaa ke vo gintii me.n rah nahii.n saktaa
Waseem Barelvi
Ghazal
ham kis ko de.n bhalaa dar-o-diivaar kaa hisaab
ye ham jo hai.n zamii.n ke na the aasmaa.n ke the
Jaun Eliya
Ghazal
kab se huu.n kyaa bataa.uu.n jahaan-e-KHaraab me.n
shab-haa-e-hijr ko bhii rakhuu.n gar hisaab me.n