SEARCH RESULTS
Showing search results for "hisaab"
Nazm MATCHES FOR "hisaab"
Nazm
muhasara
miraa qalam nahii.n tasbiih us maballiG kii
jo bandagii kaa bhii har dam hisaab rakhtaa hai
Ahmad Faraz
Nazm
safar ke waqt
baras baras kii ho aadat kaa jab hisaab to phir
bahut sataatii ho jaanam bahut sataatii ho
Jaun Eliya
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
mashriq-o-maGrib kii qaumo.n ke liye roz-e-hisaab
is se ba.Dh kar aur kyaa hogaa tabii.at kaa fasaad
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
aalam-e-nau hai abhii parda-e-taqdiir me.n
merii nigaaho.n me.n hai us kii sahar be-hijaab
Allama Iqbal
Nazm
pandrah august
zabaan mil ga.ii hai saare be-zabaano.n ko
jo zulm sahte the vo ab hisaab maa.ngte hai.n
Javed Akhtar
Nazm
kar gae kuch kahan
dost-ahbaab tire naam ke Takraa.e.nge jaam
Gair-aGyaar chukaa.e.nge raqaabat ke hisaab
Ahmad Faraz
Nazm
hinDola
zamiin-e-hind hai gahvaara aaj bhii hamdam
agar hisaab kare.n das karo.D bachcho.n kaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
tum itne kaThor to nahii.n the
ye be-hisii kisii hisaab me.n hai
Ahmad Faraz
Nazm
taaruf
na ahl-e-salaat aur na ahl-e-sharaab,
na ahl-e-adab aur na ahl-e-hisaab,