SEARCH RESULTS
Showing search results for "hujjat-o-illat-e-maaluul"
Ghazal MATCHES FOR "hujjat-o-illat-e-maaluul"
Ghazal
hujjat-o-illat-e-maaluul hai yaaro.n me.n 'sahar'
be-sabab shai kaa bhii ko.ii sabab iijaad kare.n
Abu Mohammad Sahar
Ghazal
sa.ngii.n haqiiqato.n se kahaa.n tak maluul ho.n
raanaa.i-e-KHayaal ko barbaad kyaa kare.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
jis par sajaa.e.n KHil.at-o-aalaat-e-askarii
amboh-e-buzdilaa.n me.n vo jii-daar bhii to ho
Zakiya Shaikh Meena
Ghazal
Usman Habib
Ghazal
kiyaa hai us ne tayammum nadii ke saahil par
samajh me.n hujjat-e-tark-e-vuzuu nahii.n aatii
Misdaque Azmi
Ghazal
vo KHushbu.o.n ke musaafir the saath chalte kyaa
mujhe to suurat-e-gard-e-maluul jaanaa thaa
Aah Sambhali
Ghazal
zaKHma-e-mauj-e-sabaa taa.uus ko aahang de
hujjat-e-KHud-nutq se be-haalii-e-naalish ke baa'd
Badr Meem Zharf
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
sarf-e-bahaa-e-mai hu.e aalaat-e-mai-kashii
the ye hii do hisaab so yuu.n paak ho ga.e
Mirza Ghalib
Ghazal
qaa.il karuu.n mai.n kis tarah us bad-gumaan ko
jab ki safiir hujjat-e-itmaam tak ga.e