SEARCH RESULTS
Showing search results for "humaa"
Ghazal MATCHES FOR "humaa"
Ghazal
kise KHabar hai ki kaasa-ba-dast phirte hai.n
bahut se log saro.n par humaa ke hote hu.e
Ahmad Faraz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
humaa hai.n gird mirii haDDiyo.n ke aaTh pahr
sag aa ke kahte hai.n ummiid-vaar ham bhii hai.n
Ameer Minai
Ghazal
aa.ndhii ne un ruto.n ko bhii be-kaar kar diyaa
jin kaa kabhii humaa saa parinda nasiib thaa
Parveen Shakir
Ghazal
yak-baKHt auj nazr-e-subuk-baarii-e-'asad'
sar par vabaal-e-saaya-e-baal-e-humaa na maa.ng
Mirza Ghalib
Ghazal
iqbaal-e-kulfat-e-dil-e-be-mudda'aa rassaa
aKHtar ko daaG-e-saaya-e-baal-e-humaa kahuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
is baadshaah-e-husn kii manzil me.n chaahiye
baal-e-humaa kii par-chhatii diivaar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
himmat humaa-e-auj-e-sa.aadat hai mard ko
ulluu hai.n vo jo shefta zill-e-humaa ke hai.n
Ismail Merathi
Ghazal
vus.at-e-mashrab niyaaz-e-kulfat-e-vahshat 'asad'
yak-bayaabaa.n saaya-e-baal-e-humaa ho jaa.iye
Mirza Ghalib
Ghazal
hosh u.Dte hai.n mire jalva-e-gul dekh 'asad'
phir hu.aa vaqt ki ho baal-kushaa mauj-e-sharaab
Mirza Ghalib
Ghazal
vo be-dimaaG-e-minnat-e-iqbaal huu.n ki mai.n
vahshat ba-daaG-e-saaya-e-baal-e-humaa karuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
saaya karte hai.n humaa u.D ke paro.n se apne
tere ruKHsaar se dilchasp ho anqaa hai vo ruKH
Haidar Ali Aatish
Ghazal
baiThaa rahaa humaa-e-sitam sar pe hii 'adiim'
har dasht-e-karb kii hame.n sultaaniyaa.n milii.n
Adeem Hashmi
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
sa.aadat-mand qismat par hai.n shaakir
humaa ko maGz-e-baadaam ustuKHvaa.n hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
mehmaan idhar humaa hai udhar hai sag-e-habiib
ik musht ustuKHaa.n hai kise duu.n kise na duu.n