SEARCH RESULTS
Showing search results for "hurmat-e-maah-e-siyaam"
Ghazal MATCHES FOR "hurmat-e-maah-e-siyaam"
Ghazal
roz-e-azal ke mast ko piine se kaam hai
us kii nazar me.n hurmat-e-maah-e-siyaam kyaa
Murli Dhar Shad
Ghazal
chaar-suu sail-e-sipaah-e-mah-o-aKHtar teraa
sarhad-e-shab se guzartaa hu.aa lashkar teraa
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
zarro.n ko hariif-e-mah-o-KHurshiid banaa do
insaan kii raaho.n me.n sitaaro.n ko bichhaa do
Bashir Farooq
Ghazal
KHaal-e-ruKHsaar ko daaG-e-mah-e-kaamil baa.ndhaa
chashm-e-maKHmuur ko kaunain kaa haasil baa.ndhaa
Hayat Madrasi
Ghazal
raushnii chaaho to mehr-o-mah-o-aKHtar socho
ek qatre kii talab ho to samundar socho
Mohammad Shafi Sitapuri
Ghazal
mehr-o-maah-o-anjum ko KHuu.n rulaane vaale hai.n
daastaan-e-Gam apnii ham sunaane vaale hai.n
Khalid Mati
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
Salim Saleem
Ghazal
Ram Krishn Muztar
Ghazal
ye ek pal jo hai maj.huul shaKHs kii suurat
mizaaj-e-aagahi-e-maah-o-saal puuchhegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
vo be-niyaaz shab-o-roz-o-maah-o-saal gayaa
ab us ke gum-shuda hone kaa ehtimaal gayaa
Shahid Ahmad Shoaib
Ghazal
Khursheed Rizvi
Ghazal
Zeb Ghauri
Ghazal
tasKHiir sab nujuum-o-mah-o-kahkashaa.n hu.e
mujh ko thaa vo junuu.n ki niguu.n do-jahaa.n hu.e