SEARCH RESULTS
Showing search results for "iblaag"
Ghazal MATCHES FOR "iblaag"
Ghazal
suuraj-dimaaG log bhii ablaaG-e-fikr me.n
zulf-e-shab-e-firaaq ke pechaak ho ga.e
Parveen Shakir
Ghazal
Gaib ke baaG kaa vo bhed khulaa hai mujh par
jis kaa iblaaG parindo.n kii zabaanii kam hai
Abbas Tabish
Ghazal
adaavato.n me.n bhii iblaaG kii zaruurat hai
ki guftuguu ke liye raabta zaruurii thaa
Dr. Yasin Aatir
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
iblaaG ke badan me.n tajassus kaa silsila
TuuTaa hai chashm-e-KHvaab me.n hairat kaa aa.ina
Adil Mansuri
Ghazal
mahak u.D jaa.egii tafhiim ke lab khulne se
sahar iblaaG kaa hai zabt-e-bayaa.n tak ai dil
Riaz Majeed
Ghazal
aa.nchal se ubhar aa.e hai.n joban ke KHam-o-pech
is sher me.n iblaaG bhii ib.haam se aayaa
Shahzad Nayyar
Ghazal
phir isii rah se milegii na.e iblaaG ko samt
sher ko dard kaa usluub-e-bayaa.n hii rakhnaa
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
fahm-o-iblaaG ko.ii khel nahii.n hai 'aKHtar'
KHuun-e-dil dene se asraar-e-hunar khulte hai.n
Akhtar Ziai
Ghazal
qadGan hamaare nutq pe iblaaG par lagii
is shahr me.n hamaaraa bhii qaa.il ko.ii to hai
Abida Karamat
Ghazal
ai mire naaqid mire ash'aar kam-paaya sahii
kam se kam iblaaG to mere suKHan-paaro.n me.n hai
Asad Jafri
Ghazal
milii na jab unhe.n iblaaG kii tavaanaa.ii
to aap apne muqaddar ko ro ga.e alfaaz
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Ghazal
KHamoshii kii zabaa.n kaa tarjuma bhii ho rahaa hotaa
agar iblaaG hotaa tarjumaanii se bhii aage kaa
Nawev Kiyani
Ghazal
Gam kaa iblaaG ba-ehsaas-e-tarab chaahtii hai
baat vo hai ki adaa hone ko Dhab chaahtii hai
Usman Habib
Ghazal
mere afkaar hai.n iblaaG-gaziida to kyaa
ek na.e taur kii ye diida-varii hai yaahuu
Hamdoon Usmani
Ghazal
isii roz o shab me.n ulajh kar na rah jaa
ki tere zamaan o makaa.n aur bhii hai.n
Allama Iqbal
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
allaah-re fareb-e-mashiyyat ki aaj tak
duniyaa ke zulm sahte rahe KHaamushii se ham