SEARCH RESULTS
Showing search results for "ijaazat"
Ghazal MATCHES FOR "ijaazat"
Ghazal
tumhaaraa hijr manaa luu.n agar ijaazat ho
mai.n dil kisii se lagaa luu.n agar ijaazat ho
Jaun Eliya
Ghazal
tho.Dii sii ijaazat bhii ai bazm-gah-e-hastii
aa nikle hai.n dam-bhar ko ronaa hai rulaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
mai.n chaahtaa huu.n ki tum hii mujhe ijaazat do
tumhaarii tarah se ko.ii gale lagaa.e mujhe
Bashir Badr
Ghazal
re.ngne kii bhii ijaazat nahii.n ham ko varna
ham jidhar jaate na.e phuul khilaate jaate
Rahat Indori
Ghazal
ham hai.n asiir-e-zabt ijaazat nahii.n hame.n
ro paa rahe hai.n aap badhaa.ii hai ro.iye
Abbas Qamar
Ghazal
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
mai ne kiyaa hai husn-e-KHud-aaraa ko be-hijaab
ai shauq! haa.n ijaazat-e-tasliim-e-hosh hai
Mirza Ghalib
Ghazal
hai amaanat me.n KHayaanat so kisii kii KHaatir
ko.ii martaa hai to hairat nahii.n hotii mujh ko
Shahid Zaki
Ghazal
mujhe buto.n se ijaazat agar kabhii mil jaa.e
to shahr-bhar ke KHudaa.o.n ko be-naqaab karuu.n
Rahat Indori
Ghazal
jaan dene kii ijaazat bhii nahii.n dete ho
varna mar jaa.e.n abhii mar ke manaa le.n tum ko
Wasi Shah
Ghazal
laakh kahte rahe.n zulmat ko na zulmat likhnaa
ham ne siikhaa nahii.n pyaare ba-ijaazat likhnaa
Habib Jalib
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
KHalvat KHayaal-e-yaar se hai intizaar me.n
aa.e.n farishte le ke ijaazat mazaar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
KHataa-mu.aaf magar itnaa be-adab bhii nahii.n
baGair dil kii ijaazat tumhe.n salaam karuu.n
Mehshar Afridi
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
vo bhii din aa.e ki dahliiz pe aa kar 'az.har'
paa.nv rukte hai.n mire terii ijaazat ke liye
Azhar Nawaz
Ghazal
ham ne kyaa us se mohabbat kii ijaazat lii thii
dil-shikan hii sahii par baat bajaa us kii hai