SEARCH RESULTS
Showing search results for "ikhtisaar"
Ghazal MATCHES FOR "ikhtisaar"
Ghazal
barat rahaa huu.n mai.n lafzo.n ko iKHtisaar ke saath
ziyaada likhnaa hai aur Diary bahut kam hai
Shakeel Azmi
Ghazal
vo lamha bhar kii kahaanii ki umr bhar me.n kahii
abhii to KHud se taqaaze the iKHtisaar ke bhii
Mohsin Naqvi
Ghazal
mai.n chup kha.Daa thaa ta'alluq me.n iKHtisaar jo thaa
usii ne baat banaa.ii vo hoshiyaar jo thaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
jahaa.n se terii tavajjoh hu.ii fasaane par
vahii.n se Duubtii nabzo.n ne iKHtisaar kiyaa
Krishn Bihari Noor
Ghazal
taariiKH-e-ahd-e-rafta bil-iKHtisaar ye hai
gulshan jahaa.n jahaa.n the viiraane rah ga.e hai.n
Iqbal Azeem
Ghazal
tai ho chukii.n shikast-e-tamannaa kii manzile.n
ab is ke baad girya-e-be-iKHtiyaar hai
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
haal-e-dil to kahnaa thaa muKHtasar magar qaasid
iKHtisaar kii had tak iKHtisaar karnaa thaa
Tameezuddin Tameez Dehlvi
Ghazal
vo rabt tum se ba.Dhaa.e.n vo tum ko yaar kare.n
hazaar tarah ke jo jabr iKHtiyaar kare.n
Rind Lakhnavi
Ghazal
ahd-e-maayuusii jahaa.n tak saazgaar aataa gayaa
apne-aape me.n dil-e-be-iKHtiyaar aataa gayaa
Shaad Aarfi
Ghazal
Gamo.n kii sharh se bazm-e-jahaa.n me.n raunaq hai
bapaa ho hashr agar iKHtisaar aa jaa.e
Nazeer Ansari
Ghazal
Zulfiqar Aadil
Ghazal
junuu.n kii lamha shigaafii se sadiyaa.n phuuT pa.Dii.n
ab un kaa ek nayaa iKHtisaar baaqii hai
Karrar Noori
Ghazal
Amn Lakhnavi
Ghazal
dil aur jaan dono.n bhii hai.n kis shumaar me.n
aap iKHtiyaar me.n hai.n to sab iKHtiyaar me.n
Safi Aurangabadi
Ghazal
yahaa.n pe KHaak u.Degii tamaam raat so ab
is iKHtisaar kii tafsiil hone vaalii hai