SEARCH RESULTS
Showing search results for "ilaaj-e-daa.imii"
Ghazal MATCHES FOR "ilaaj-e-daa.imii"
Ghazal
ek ilaaj-e-daa.imii hai to baraa-e-tishnagii
pahle hii ghuu.nT me.n agar zahr milaa diyaa karo
Pirzada Qasim
Ghazal
zaKHm milte hai.n ilaaj-e-zaKHm-e-dil miltaa nahii.n
vaz-e-qaatil rah ga.ii rasm-e-masiihaa.ii ga.ii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
ruuh o tan kaa ishq ye qaa.em rahegaa daa.imii
KHatm ba.ad-e-marg bhii ye silsila hotaa nahii.n
Ibn-e-Mufti
Ghazal
ilaaj-e-dard-e-dil-e-sogvaar ho na sakaa
vo Gam-navaaz rahaa Gam-gusaar ho na sakaa
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
aisaa ilaaj-e-habs-e-dil-e-zaar chaahiye
ik dar fasiil-e-jaa.n me.n havaa-daar chaahiye
Azeem Haider Syed
Ghazal
ilaaj-e-'aKHtar'-e-naa-kaam kyuu.n nahii.n mumkin
agar vo jii nahii.n saktaa to mar to saktaa hai
Akhtar Ansari
Ghazal
zaKHm pal bhar kaa davaa roz du.aa barso.n tak
yuu.n ilaaj-e-Gam-e-mahbuub hu.aa kartaa hai
Zahid Abrol
Ghazal
Shaad Aarfi
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
karo na zikr subuu zar-nigaar hai ki nahii.n
ilaaj-e-tishnagii-e-baada-KHvaar hai ki nahii.n
Lutfullah Khan Nazmi
Ghazal
vahii ilaaj-e-shab-e-saKHti-e-KHizaa.n thaa 'zafar'
jo ek phuul kisii nau-bahaar ne na diyaa
Zafar Iqbal
Ghazal
ik ye bhii to andaaz-e-ilaaj-e-Gam-e-jaa.n hai
ai chaaragaro dard ba.Dhaa kyuu.n nahii.n dete
Ahmad Faraz
Ghazal
zaKHm-e-hastii kisii marham se bhii achchhaa na hu.aa
kisii suurat se ilaaj-e-Gam-e-fardaa na hu.aa
Syed Muzaffar Ahmad Ziya
Ghazal
zamaana aaj jiite jiite KHud hii tang aaya hai
bataa.o kuchh ilaaj-e-shorish-e-aalaam hai saaqii
Sultanul Haq Shaheedii Kaashmiri
Ghazal
ab kyaa ilaaj-e-dard-e-dil-e-be-talab karuu.n
kuchh ho to un se naama-o-paiGaam bhii chale