SEARCH RESULTS
Showing search results for "illat-e-darmaa.ndagii"
Ghazal MATCHES FOR "illat-e-darmaa.ndagii"
Ghazal
tamaam illat-e-darmaa.ndagii hai qillat-e-shauq
tapish hu.ii par-e-parvaaz-e-murG-e-jaa.n ke liye
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
be-chaargii-o-KHvaarii-o-darmaa.ndagii ke biich
mahtaab hans rahaa thaa gale ham se aa milaa
Saeed-ul-Zafar Chughtai
Ghazal
sarf-e-bahaa-e-mai hu.e aalaat-e-mai-kashii
the ye hii do hisaab so yuu.n paak ho ga.e
Mirza Ghalib
Ghazal
josh-e-talab hii maujib-e-darmaa.ndagii na ho
manzil hai duur aur qadam tez abhii se hai
Tabish Dehlvi
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
jis par sajaa.e.n KHil.at-o-aalaat-e-askarii
amboh-e-buzdilaa.n me.n vo jii-daar bhii to ho
Zakiya Shaikh Meena
Ghazal
hujjat-o-illat-e-maaluul hai yaaro.n me.n 'sahar'
be-sabab shai kaa bhii ko.ii sabab iijaad kare.n
Abu Mohammad Sahar
Ghazal
Habeeb Moosavi
Ghazal
be-zaKHm sadaa dene lage saaz ajab kyaa
gar karne lage.n KHud-baKHud aalaat-e-Gina raqs
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
us ko natiije illat-e-Gaa.ii kii is ko dhun
farq is qadar hii be-KHabar o baa-KHabar me.n hai
Dattatriya Kaifi
Ghazal
laa-raib tuu hai 'illat-e-tajsiim se barii
dekhuu.n daruun-e-qalb tire naqsh-e-paa ko mai.n
Mohammad Shoaib Mirza
Ghazal
'aalam'-e-shauq me.n shaamil hai zamaane kii ramaq
saahab-e-zauq samajhdaar sune.n Gaur kare.n