SEARCH RESULTS
Showing search results for "imtizaaj"
Ghazal MATCHES FOR "imtizaaj"
Ghazal
har ek ghar me.n diyaa bhii jale anaaj bhii ho
agar na ho kahii.n aisaa to ehtijaaj bhii ho
Nida Fazli
Ghazal
vo imtizaaj thaa aisaa ki da.ng thii har aa.nkh
jamaal-e-yaar ne pahnii qabaa udaasii kii
Rehman Faris
Ghazal
Khushbir Singh Shaad
Ghazal
kuchh to KHudii kaa rang hai kuchh be-KHudii kaa ra.ng
dono.n kaa imtizaaj hai ye zindagii kaa ra.ng
Minu Bakshi
Ghazal
suurat-o-siirat kaa vo itnaa hasii.n thaa imtizaaj
ahl-e-daanish ko mirii diivaangii achchhii lagii
Syed Iqbal Rizvi Sharib
Ghazal
karte karte imtizaaj-e-ka.aba-o-but-KHaana ham
us jagah pahu.nche ki ho kar rah ga.e diivaana ham
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
hamaarii kisht-e-aarzuu ye dhuup kyaa jalaa.egii
tumhaaraa intizaar ham kare.nge barshgaal tak
Azeem Haider Syed
Ghazal
ranj-o-KHushii kaa dahr ne dekhaa hai imtizaaj
hotii hai qahqaho.n se bhii riqqat kabhii kabhii
Saqib Azimabadi
Ghazal
ye girya haasil hai imtizaaj-e-nishaat-o-Gam kaa
asaas-o-tezaab ke amal se namak banaa hai
Shahid Makuli
Ghazal
jadiidiyat kaa huu.n shaidaa rivaayato.n kaa amii.n
mai.n imtizaaj me.n dono.n ke sher kahtaa huu.n
Shafiq Dehlvi
Ghazal
imtizaaj-e-aish-o-Gam hai zindagii
laakh KHushiyaa.n bhii ho.n ranjish chaahiye
Hafiz Karnataki
Ghazal
dard-e-ulfat kii hasii.n tashkiil me.n
imtizaaj sho.ala-o-shabnam hu.aa
Khaleel-ur-Rahman Raaz
Ghazal
mai.n jaantaa huu.n badaltii ruto.n kii KHushbuu se
havaa-e-dasht tiraa imtizaaj badlegaa
Akhtar Ziai
Ghazal
tamaam phuulo.n kii KHushbuu kaa imtizaaj hai vo
dayaar-e-husn me.n ik shaKHs hai gulaab-numaa