SEARCH RESULTS
Showing search results for "itmaam"
Ghazal MATCHES FOR "itmaam"
Ghazal
tasavvur munkashif-az-baam ho jaane se Dartaa huu.n
ataa-e-kashf ke itmaam ho jaane se Dartaa huu.n
Ali Muzammil
Ghazal
Haya Lakhnavi
Ghazal
nau-ba-nau taaza-ba-taaza jalva-e-shaadaab-e-husn
kar sake kis tarah aaKHir ko.ii itmaam-e-Gazal
Amjad Najmi
Ghazal
ai KHudaa-e-hashr itmaam-e-karam me.n der kyaa
teraa manshaa thaa jahaa.n tak ham vahaa.n tak aa ga.e
Tufail Hoshiarpuri
Ghazal
ba.Daa hunar hai saliiqe se baat kahnaa bhii
'fazaa' ke baad hii itmaam hujjato.n kaa hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ziist aaGaaz se itmaam-e-safar hone tak
ik mu.amma hii rahii umr basar hone tak
Sufi Zamzam Bijnori
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Thokare.n lagtii hai.n manzil pe guzar hone tak
hausla chaahiye itmaam-e-safar hone tak
Bartar Madrasi
Ghazal
Waliullah Muhib
Ghazal
maslak hai mohabbat kaa val-itmaam minallaah
kyo.n kashmakash-e-KHaatir-e-naakaam hame.n do
Mani Nagpuri
Ghazal
khil uThe.n qaht-zada aa.nkh me.n ashko.n ke ka.nval
mausam-e-sabr kaa itmaam agar ho jaa.e
Abul Husain Azad
Ghazal
qaa.il karuu.n mai.n kis tarah us bad-gumaan ko
jab ki safiir hujjat-e-itmaam tak ga.e