SEARCH RESULTS
Showing search results for "ittibaa-e-sharii.at"
Ghazal MATCHES FOR "ittibaa-e-sharii.at"
Ghazal
hamesha imtisaal-e-amr KHaaliq kaa iraada ho
KHayaal-e-ittibaa-e-amr-e-nafsii duur ho saahab
Syed Tamjeed Haider Tamjeed
Ghazal
Gulzar Moradabadi
Ghazal
dil kuchh subuut-e-hifz-e-sharii.at na de sakaa
saaqii ke lutf-e-KHaas pe itraa ke pii gayaa
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
paabandi-e-ahkaam-e-sharii.at hai vahaa.n farz
rindo.n ko ruKH-e-saaqii-o-saaGar hu.e maKHsuus
Sahir Dehlavi
Ghazal
Guul-e-sahraa-e-sharii.at use batlaa de.nge
ham se puuchhe to ko.ii naam-o-nishaan-e-vaa.iz
Meer Kallu Arsh
Ghazal
jis kaa bhii ittibaa.a-e-nabii kaa mizaaj ho
us ko KHudaa ne jaise sikandar banaa diyaa
Lateef Saani
Ghazal
tum ne to KHair saare jahaa.n par yaqii.n kiyaa
ham se to ittibaa-e-rusal bhii nahii.n hu.ii
Raz ehtisham
Ghazal
samiim-e-qalb se kii jis ne ittibaa.a-e-rasuul
vo kaa.enaat me.n izzat-e-ma.aab ho ke rahaa
Yas Chandpuri
Ghazal
mazaahib me.n husn-e-sharii.at nahii.n hai
kisii ke bhii dil me.n muravvat nahii.n hai
Jiya Lal Datt Rafeeq
Ghazal
idhar se mudda.ii guzre.nge iiqaan-e-sharii.at ke
nazar aa jaa.e shaayad ko.ii insaa.n dekhte rahnaa
Mustafa Zaidi
Ghazal
Ahmad Kamal Parwazi
Ghazal
ishq aaya to mai.n paaband nahii.n rah paayaa
ishq se qabl thaa paaband-e-sharii.at lekin
Kausar Tasniim Supauli
Ghazal
jab bhii hu.aa nafaaz-e-sharii.at kaa tazkira
bastii me.n har taraf se KHudaa bolne lage
Hairat Allahabadi
Ghazal
kahte hai.n tirii zulf kuu.n dekh ahl-e-sharii.at
qurbaan hai is kufr par iimaan hamaaraa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
be-suruurii hai.n asiiraan-e-sharii.at ke sujuud
be-huzuurii hai Gulaamaan-e-tariiqat kii namaaz
Sarfaraz Bazmi
Ghazal
aadaab-e-mohabbat me.n nahii.n daKHl-e-sharii.at
laazim hai 'junuu.n' sajda-e-yazdaana kisii kaa