SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaada-e-amaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "jaada-e-amaa.n"
Ghazal
jahaa.n jahaa.n bhii sitam-gar mile.n zaruurat hai
ki us maqaam ko tum jaada-e-amaa.n na kaho
Abbas Alvi
Ghazal
Aiman Amritsari
Ghazal
Aiman Amritsari
Ghazal
abhii kamii hai tire zauq-e-ishq me.n 'aiman'
lahuu hu.aa tiraa aa.nsuu sharaab ho na sakaa
Aiman Amritsari
Ghazal
Aiman Amritsari
Ghazal
Aiman Amritsari
Ghazal
raaz-go.ii tirii 'aiman' hai gunaah-e-akbar
maa.ng le afv ki us kaa hai karam aam abhii
Aiman Amritsari
Ghazal
shahr-e-suKHan me.n hogaa na lahja 'amaan' saa
hargiz nahii.n mile.nge tumhe.n merii dhun ke log
Amaan Haider
Ghazal
'amaan' apnii tarah aashnaa-e-fan to nahii.n
nashist-e-jaa.n me.n ko.ii apnaa ham-suKHan to nahii.n
Amaan Haider
Ghazal
gire hii jaatii hai.n dekho hamaare kaa.ndho.n par
'amaan' aap kii baaho.n ko nii.nd aa rahii hai
Amaan Haider
Ghazal
rauzan ko jaantaa hai mah-o-mehr kaa madaar
'aiman' ko raushnii kii KHabar hai kahaa.n abhii
Mamun Aiman
Ghazal
Iman Qaisrani
Ghazal
Amaan Zakhirvi
Ghazal
uruus-e-dahr ko Gaaza bhii chaahiye lekin
Gubaar-e-jaada-e-amn-o-amaa.n nahii.n miltaa
Basit Bhopali
Ghazal
ilm-o-hunar mile hai.n magar tere saamne
pahle bhii be-hunar the 'aman' ab bhii be-hunar