SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaago"
Ghazal MATCHES FOR "jaago"
Ghazal
achchhaa saa ko.ii sapnaa dekho aur mujhe dekho
jaago to aa.iina dekho aur mujhe dekho
Sarvat Husain
Ghazal
kaT jaa.e yuu.nhii pyaar kii baato.n me.n har ik pal
kuchh jaago jagaa.o ki abhii raat bahut hai
Sabir Dutt
Ghazal
tumhaarii nii.nd me.n Duubii hu.ii nazar kii qasam
hame.n ye zid hai ki jaago bhii aur jagaa.o bhii
Mustafa Zaidi
Ghazal
Khalid Ahmad
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
jaago nahii.n ye KHvaab kaa mauqa.a musaafiro
naqqaaraa tak bhii coach kaa vaqt-e-sahar bajaa
Ameer Minai
Ghazal
aa.nkhe.n kholo KHvaab sameTo jaago bhii
'alvii' piyaare dekho saalaa din niklaa
Mohammad Alvi
Ghazal
jaago ai mumlikat-e-ishq ke sone vaalo
shab ko darbaan-ए-dar-e-yaar sadaa dete hai.n
Rasheed lakhnavi
Ghazal
suurat-e-zaahid na jaago hazrat-e-dil so raho
qibla-e-man kaaba-e-maqsuud dikhlaatii hai nii.nd
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
tum apnii nii.nd se jaago to ik savaal kare.n
ki rat-jago.n kaa hamaare hisaab degaa kaun
Meena Naqvi
Ghazal
ab na jaago kisii guzrii hu.ii shab kii yaado
tum ko ham jaagne vaalo.n kii qasam so jaa.o
Mahir Al-Hameedi
Ghazal
Naseem Dehlvi
Ghazal
Rasheed lakhnavi
Ghazal
sub.h hu.ii hai lekin abhii a.ndheraa hai
itnaa mat jaago kii ye aa.nkhe.n khul jaa.e.n
Pallav Mishra
Ghazal
ye saazish-e-taGayyur hai kitnii jaan-levaa
mujh ko jagaa ke merii taqdiir so ga.ii hai