SEARCH RESULTS
Showing search results for "jadal"
Ghazal MATCHES FOR "jadal"
Ghazal
is qadar kis ke liye ye ja.ng-o-jadal ai garduu.n
na nishaa.n mujh ko diyaa hai na tuu naubat dii hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
vo sair-chashm huu.n mere liye hai be-vaq'at
jamaal-e-huur-o-sharaab-tahuur-o-shiir-o-‘asal
Ahmad Faraz
Ghazal
har qadam dast-o-garebaa.n hai yahaa.n KHair se shar
ham bhii kis maarka-e-ja.ng-o-jadal me.n aa.e
Nasir Kazmi
Ghazal
be-natiija be-samar ja.ng-o-jadal suud o ziyaa.n
saarii jiite.n ek jaisii saarii maate.n ek sii
Muneer Niyazi
Ghazal
ishq ke haath se ne qais na farhaad bachaa
is ko gar dasht me.n to us ko jabal me.n maaraa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
jis ko bhii dekhiye hai vahii dushman-e-sukuu.n
kyaa daur hai ki ja.ng-o-jadal chaahte hai.n log
Ejaz Rahmani
Ghazal
tum ne Gairo.n ke liye mujh se kiyaa ja.ng-o-jadal
mere iKHlaas-o-vafaa ne tum ko ta.Dpaayaa nahii.n
Mohammad Hazim Hassan
Ghazal
laazim nahii.n ki ja.ng-o-jadal se hii kaam le.n
ho jaa.e mas.alo.n kaa jo hal guftuguu ke ba.ad
Haqeer Jahani
Ghazal
hal jin kaa amal se hai paikaar-o-jadal se hai
in zinda masaa.il par bahs-e-nazarii kyuu.n hai
Asad Multani
Ghazal
tamaam harb-o-jadal aazmaa ke haar ga.e
uThaa.o dast-e-du.aa ab du.aa kii haajat hai
Yusuf Taqi
Ghazal
askarii qaum hai fitrat me.n jadal baaqii hai
is ko chhe.Do na ye andaaz badal saktii hai
Lateef Saani
Ghazal
izzat-e-nafs kaa mushkil hai tahaffuz ya.anii
ek firqe ko yahaa.n jang-o-jadal chaahiye hai
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
mismaar ajaa.ib jo hu.aa ja.ng-o-jadal se
miTTii ke zaruuf aa ga.e miino.n se nikal kar
Afzaal Naveed
Ghazal
Syed Amin Ashraf
Ghazal
Khaleel-ur-Rahman Raaz
Ghazal
na tere chaahne vaalo.n me.n ho ye ja.ng-o-jadal
ishaara gar na tirii chashm-e-fitna-saaz kare
Khushi Mohammad Naazir
Ghazal
vo ab ja.ng-o-jadal kuchh bhii nahii.n hai
nahii.n dasht-o-jabal kuchh bhii nahii.n hai