SEARCH RESULTS
Showing search results for "jadal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jadal"
Nazm
parchhaiyan
chalo ki chal ke siyaasii muqaamiro.n se kahe.n
ki ham ko jang-o-jadal ke chalan se nafrat hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
naya shiwala
apno.n se bair rakhnaa tuu ne buto.n se siikhaa
ja.ng-o-jadal sikhaayaa vaa.iz ko bhii KHudaa ne
Allama Iqbal
Ghazal
is qadar kis ke liye ye ja.ng-o-jadal ai garduu.n
na nishaa.n mujh ko diyaa hai na tuu naubat dii hai
Haidar Ali Aatish
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "jadal"
Ghazal
vo sair-chashm huu.n mere liye hai be-vaq'at
jamaal-e-huur-o-sharaab-tahuur-o-shiir-o-‘asal
Ahmad Faraz
Ghazal
har qadam dast-o-garebaa.n hai yahaa.n KHair se shar
ham bhii kis maarka-e-ja.ng-o-jadal me.n aa.e
Nasir Kazmi
Ghazal
be-natiija be-samar ja.ng-o-jadal suud o ziyaa.n
saarii jiite.n ek jaisii saarii maate.n ek sii
Muneer Niyazi
Nazm
lahu nazr de rahi hai hayat
ba-naam-e-amn hai.n ja.ng-o-jadal ke mansuube
ba-shor-e-adl tafaavut ke kaar-KHaane hai.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ishq ke haath se ne qais na farhaad bachaa
is ko gar dasht me.n to us ko jabal me.n maaraa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
jis ko bhii dekhiye hai vahii dushman-e-sukuu.n
kyaa daur hai ki ja.ng-o-jadal chaahte hai.n log
Ejaz Rahmani
Nazm
zarurat-e-ittihad
vahii ja.ng-o-jadal vahii jhag.De
vahii buGz-o-enaad ke rag.De
Ahmaq Phaphoondvi
Mazahiya
aalaat-e-jadal aap ne iijaad kiye hai.n
paidaa bhii na.e tarz ke jallaad kiye hai.n













