SEARCH RESULTS
Showing search results for "jafaa.e.n"
Ghazal MATCHES FOR "jafaa.e.n"
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Purnam Allahabadi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
jauf-e-falak me.n KHaak bhii lazzat nahii.n rahii
jii chaahtaa hai terii jafaa.e.n uThaa.e.n ham
Dagh Dehlvi
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
saarii jafaa.e.n saare karam yaad aa ga.e
jaise bhii yaad aa.e ho.n ham yaad aa ga.e
Saghar Khayyami
Ghazal
karte hai.n vo is tarah 'zafar' dil pe jafaa.e.n
zaahir me.n ye jaano ki jafaa kuchh nahii.n karte
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ik umr uThaa.e hai.n sitam Gair ke ham ne
apno.n kii to ik pal bhii jafaa.e.n na sahii jaa.e.n
Habib Jalib
Ghazal
ye kabhii kabhii inaayat hai ba-manzil-e-siyaasat
ki jafaa.e.n sahne vaalaa kahii.n ho na jaa.e aadii
Amir Usmani
Ghazal
naaz uThaane me.n jafaa.e.n to uThaa.ii.n lekin
lutf bhii aisaa uThaayaa hai ki jii jaane hai
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
sahe.n kab tak jafaa.e.n bevafaa.ii dekhne vaale
kahaa.n tak jaan par khele.n judaa.ii dekhne vaale
Muztar Khairabadi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
falak kii tarah jafaa.e.n na kiijiye har roz
isii qadar hai ye ne.amat jo gaah gaah mile
Dagh Dehlvi
Ghazal
na ishq ishq rahaa ab na husn husn rahaa
na vo vafaa.e.n rahii.n ab na vo jafaa.e.n rahii.n
Bismil Saeedi
Ghazal
vafaa ke naam pe kyaa kyaa jafaa.e.n hotii rahii.n
mai.n har libaas-e-jafaa aaj taar taar karuu.n