SEARCH RESULTS
Showing search results for "jahaan-e-husn-e-jahaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "jahaan-e-husn-e-jahaa.n"
Ghazal
jahaan-e-husn-o-nazar se kinaara karnaa hai
vajuud-e-shab ko mujhe isti.aara karnaa hai
Asif Shafi
Ghazal
nahii.n hai ko.ii bhii sarhad mire junuu.n aage
jahaan-e-husn-e-jahaa.n hai tire jamaal ke paas
Shehpar Rasool
Ghazal
tamaam husn-e-jahaa.n kaa javaab ho ke rahaa
jo dard dil se uThaa aaftaab ho ke rahaa
Arshi Bhopali
Ghazal
daavaa to kiyaa husn-e-jahaa.n-soz kaa sab ne
duniyaa kaa magar ruup ba.Dhaayaa tirii chhab ne
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
ham tire husn-e-jahaa.n-taab se Dar jaate hai.n
aise muflis hai.n ki asbaab se Dar jaate hai.n
Abbas Rizvi
Ghazal
paa.inda husn-o-ziinat-e-baaG-e-jahaa.n nahii.n
vo kaun sii bahaar hai jis ko KHizaa.n nahii.n
Arman Rampuri
Ghazal
KHud-nigar the aur mahv-e-diid-e-husn-e-yaar the
ham ki apne ruu-ba-ruu shiisha kii ik diivaar the
Razi Mujtaba
Ghazal
KHayaal-e-husn-e-be-misaal dastaras me.n aa gayaa
KHudii pe iKHtiyaar meraa pesh-o-pas me.n aa gayaa
Jaani Lakhnavi
Ghazal
Jaleel Qidwai
Ghazal
naqaab-e-husn-e-do-aalam uThaa.ii jaatii hai
mujhii ko merii tajallii dikhaa.ii jaatii hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
baaG tak kyaa kaarvaan-e-husn-e-be-parvaa gayaa
buu pareshaa.n hai ruKH-e-gul ko pasiina aa gayaa
Abdul Aziz Fitrat
Ghazal
Tabeeb Arvi
Ghazal
'razaa' ne dil ko sajaa kar tire tasavvur se
jahaan-e-husn me.n ik husn-e-do-jahaa.n dekhaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
ai husn-e-yaar sharm ye kyaa inqalaab hai
tujh se ziyaada dard tiraa kaamyaab hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
ai husn-e-azal terii kyaa shaan niraalii hai
dekhaa to jalaalii hai samjhaa to jalaalii hai
Shakir Naiti
Ghazal
tahziib-e-husn-o-rang-e-bahaaraa.n liye hu.e
kaa.nTe bhii hai.n Guruur-e-gulistaa.n liye hu.e
Gulzar Dehlvi
Ghazal
ai husn-e-laala-faam! zaraa aa.nkh to milaa
KHaalii pa.De hai.n jaam! zaraa aa.nkh to milaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
ai husn-e-KHush-sifaat mire saath saath chal
karnii hai tujh se baat mire saath saath chal