SEARCH RESULTS
Showing search results for "jail"
Ghazal MATCHES FOR "jail"
Ghazal
ab us Gariib chor ko bhejoge jail kyuu.n
Gurbat kii jis ne kaaT lii paadaash jeb me.n
Amir Ameer
Ghazal
mai.n santarii huu.n 'aurato.n kii jail kaa huzuur
do-chaar qaidii is liye kam gin rahaa huu.n mai.n
Sarfraz Arish
Ghazal
zaraa saa shor-e-baGaavat uThaa aur us ke ba.ad
vaziir taKHt pe baiThe the aur jail me.n ham
Shozeb Kashir
Ghazal
ham ne sochaa thaa ki khaa.e.nge havaa.e.n jail kii
ho ga.e lekin barii armaan aadhaa rah gayaa
Mansoor Umar
Ghazal
Tahir Faraz
Ghazal
mai.n qaid huu.n par aah-e-rasaa qaid nahii.n hai
vo jail kii diivaar ta.Dak jaa.e to kyaa ho
Shauq Bahraichi
Ghazal
Gair ne mujh ko sataa kar jail kii khaa.ii havaa
ye na samjhaa thaa ki us kaa laTTh be-aavaaz hai
Boom Merathi
Ghazal
ga.e hai.n jab se yahaa.n jail me.n ka.ii baabaa
ma.Dhii banaa.uu.ngaa Deraa nahii.n banaa.uu.ngaa
Shiv Om Misra Anvar
Ghazal
jaane kitne be-qusuuro.n ko sazaa.e.n mil rahii.n
jhuuT lagtaa hai tumhe.n to jail jaa kar dekhiye
Noor N Sahir
Ghazal
rahaa nahii.n bhii vo kartaa to mas.ala nahii.n thaa
faraar yuu.n bhii to ho jaate us kii jail se ham
Shozeb Kashir
Ghazal
ishq me.n aa.ngan dariiche Dhuu.nDhnaa mat 'shaaziya'
aa ga.ii hai jail me.n naadaan rahne ke liye
Shazia Niyazi
Ghazal
rokiye us ko jo is vaqt Gazal-KHvaa.n hai ko.ii
jail me.n naGma-saraa.ii kaa bhii imkaa.n hai ko.ii
Shaad Aarfi
Ghazal
majbuuriyo.n kii jail me.n hai qaid vo kahii.n
varna to mere pyaar ko kartaa salaam hai
Manisha Shikhar
Ghazal
qafas kholaa thaa mai.n ne aaj jab panchhii u.Daane ko
parinda ruk gayaa ik jail ke qissa sunaane ko
Hema Kandpal Hiya
Ghazal
Gusl-KHaane me.n ye Gassaal se murda bolaa
jail hai qabr to ye ghar hai havaalaat mujhe
Zareef Lakhnavi
Ghazal
tasliim ki duniyaa hii me.n hai jail bhii lekin
andar kii fazaa aur hai baahar kii fazaa aur
Urooj Qadri
Ghazal
sarzad hu.ii thii ek KHataa khel khel me.n
phir mai.n asiir ho gayaa paikar ke jail me.n