SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaldii"
Ghazal MATCHES FOR "jaldii"
Ghazal
ik musaafir ke safar jaisii hai sab kii duniyaa
ko.ii jaldii me.n ko.ii der se jaane vaalaa
Nida Fazli
Ghazal
ghar pahu.nchne kii na jaldii na tamannaa hai ko.ii
jis ne milnaa ho mujhe aa.e sar-e-raah mile
Umair Najmi
Ghazal
itnii jaldii to sambhalne kii tavaqqo na karo!!
vaqt hii kitnaa hu.aa hai miraa sapnaa TuuTe
Jawad Sheikh
Ghazal
aap sukh se hai.n tark-e-ta.alluq ke ba.ad
itnii jaldii na ye faisla kiijiye
Khumar Barabankavi
Ghazal
mai.n to dushman ko bhii mushkil me.n kumak bhejuu.ngaa
itnii jaldii use paspaa nahii.n hone denaa
Amir Ameer
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
Gulzar
Ghazal
saa.nso.n ke aane jaane pe chaltaa hai kaarobaar
chhuutaa nahii.n hai ko.ii bhii haa.nDii jalii hu.ii
Munawwar Rana
Ghazal
tuu vo dariyaa hai agar jaldii nahii.n kii tuu ne
KHud samundar tujhe milne ke liye aa.e.nge
Ziya Mazkoor
Ghazal
yahaa.n se jaane kii jaldii kis ko hai tum bataa.o
ki suitcaso.n me.n kap.De kis ne rakhe hu.e hai.n
Ziya Mazkoor
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
vahii jiine kii aazaadii vahii marne kii jaldii hai
divaalii dekh lii ham ne dasahre kar liye ham ne
Saqi Faruqi
Ghazal
shaam Dhalne se faqat shaam nahii.n Dhaltii hai
umr Dhal jaatii hai jaldii palaT aanaa mire dost
Ashfaq Nasir
Ghazal
kitnii jaldii diyaa ghar vaalo.n ko phal aur saaya
mujh se to pe.D kii raftaar ziyaada niklii
Umair Najmi
Ghazal
sun rahaa huu.n kuchh luTere aa ga.e hai.n shahr me.n
aap jaldii band apne ghar kaa darvaaza kare.n
Nazeer Banarasi
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
itnii jaldii na banaa raa.e mire baare me.n
ham ne hamraah abhii vaqt guzaaraa kam hai