SEARCH RESULTS
Showing search results for "jamaa.uu.n"
Ghazal MATCHES FOR "jamaa.uu.n"
Ghazal
Mehshar Afridi
Ghazal
Shabnam Rumani
Ghazal
mai.n kaise apne tavaazun ko barqaraar rakhuu.n
qadam jamaa.uu.n to saa.nse.n ukha.Dne lagtii hai.n
Abbas Tabish
Ghazal
tumhaaraa husn-o-shabaab in dino.n ma.aaz-allaah
nazar jamaa.uu.n to chhaane lage nasha kii tarah
Minhaj Naqeeb
Ghazal
ruke to gardishe.n us kaa tavaaf kartii hai.n
chale to us ko zamaane Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kis kis ko bataa.e.nge judaa.ii kaa sabab ham
tuu mujh se KHafaa hai to zamaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
isii roz o shab me.n ulajh kar na rah jaa
ki tere zamaan o makaa.n aur bhii hai.n
Allama Iqbal
Ghazal
jab hu.aa zikr zamaane me.n mohabbat kaa 'shakiil'
mujh ko apne dil-e-naakaam pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
baat vo aadhii raat kii raat vo puure chaa.nd kii
chaa.nd bhii 'ain chait kaa us pe tiraa jamaal bhii
Parveen Shakir
Ghazal
chupke chupke raat din aa.nsuu bahaanaa yaad hai
ham ko ab tak aashiqii kaa vo zamaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
guzar gayaa vo zamaana kahuu.n to kis se kahuu.n
KHayaal dil ko mire sub.h o shaam kis kaa thaa