SEARCH RESULTS
Showing search results for "jamaa.uu.n"
Nazm MATCHES FOR "jamaa.uu.n"
Nazm
mujhse pahle
ye bhii mumkin hai ki ik din vo pashiimaa.n ho kar
tere paas aa.e zamaane se kinaaraa kar le
Ahmad Faraz
Nazm
jawab-e-shikwa
firqa-bandii hai kahii.n aur kahii.n zaate.n hai.n
kyaa zamaane me.n panapne kii yahii baate.n hai.n
Allama Iqbal
Nazm
kabhi kabhi
tire jamaal kii ra.anaa.iyo.n me.n kho rahtaa
tiraa gudaaz-badan terii niim-baaz aa.nkhe.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
daraKHt-e-zard
havaadis maajraa hii ham rahe hai.n ik zamaane se
shadaa.ed saaneha hii ham rahe hai.n ik zamaane se
Jaun Eliya
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
kahtaa hai zamaana jis ko KHushii aatii hai nazar kamyaab hame.n
Akhtar Shirani
Nazm
tarana-e-hindi
kuchh baat hai ki hastii miTtii nahii.n hamaarii
sadiyo.n rahaa hai dushman daur-e-zamaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
mai.n sab tirii nazr kar rahaa huu.n
ye un zamaano.n kii saa.ate.n hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
jawed ke nam
dayaar-e-ishq me.n apnaa maqaam paidaa kar
nayaa zamaana na.e sub.h o shaam paidaa kar
Allama Iqbal
Nazm
tulu-e-islam
jahaan-e-aab-o-gil se aalam-e-jaaved kii KHaatir
nubuvvat saath jis ko le ga.ii vo armuGaa.n tuu hai
Allama Iqbal
Nazm
parinde ki fariyaad
aataa hai yaad mujh ko guzraa hu.aa zamaana
vo baaG kii bahaare.n vo sab kaa chahchahaanaa
Allama Iqbal
Nazm
bahut KHub-surat ho tum
nazar se zamaane kii KHud ko bachaanaa
kisii aur se dekho dil mat lagaanaa
Tahir Faraz
Nazm
kutte
zamaane kii phaTkaar sarmaaya in kaa
jahaa.n bhar kii dhutkaar in kii kamaa.ii