SEARCH RESULTS
Showing search results for "jau"
Ghazal MATCHES FOR "jau"
Ghazal
sunaa hai aa.ina timsaal hai jabii.n us kii
jo saada dil hai.n use ban-sa.nvar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
mahbuub kaa ghar ho ki buzurgo.n kii zamiine.n
jo chho.D diyaa phir use mu.D kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
kitne aish se rahte ho.nge kitne itraate ho.nge
jaane kaise log vo ho.nge jo us ko bhaate ho.nge
Jaun Eliya
Ghazal
jau adam kii jaan hai jo hai payaam-e-zindagii
us sukuut-e-raaz us aavaaz kii baate.n karo
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
panap sakaa na KHayaabaa.n me.n laala-e-dil-soz
ki saazgaar nahii.n ye jahaan-e-gandum-o-jau
Allama Iqbal
Ghazal
ahl-e-dil ugaa.e.nge KHaak se mah o anjum
ab guhar subuk hogaa jau ke ek daane se
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
'majruuh' kahaa.n se guhar-e-gandum-o-jau laa.e.n
apnii to girah me.n yahii chashm-e-nigaraa.n hai
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
chaman chaman jo ye sub.h-e-bahaar kii zau hai
tire tabassum-e-ra.ngii.n kaa ek partav hai
Shamim Karhani
Ghazal
duniyaa se chand roz me.n sab kuchh to mil gayaa
milnaa ab aur kyaa hai jo ab tak milaa nahii.n
Lais Quraishi
Ghazal
rote rote jau kabhii pa.Dtii hai us samt nazar
ko.ii namnaak diyaa jaltaa hai aa.iine me.n
Khaleel Mamoon
Ghazal
tasavvur us kaa mire diida-e-pur-aab me.n hai
jo be-hijaab bhii ho kar abhii hijaab me.n hai
Faiz Jhanjhanvi
Ghazal
balaa.o.n se rahtaa hai mahfuuz har dam
sukuu.n de jo maa.n-baap ko roz-o-shab kaa