SEARCH RESULTS
Showing search results for "jau"
Nazm MATCHES FOR "jau"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
terii aa.nkho.n ke sivaa duniyaa me.n rakkhaa kyaa hai
tuu jo mil jaa.e to taqdiir niguu.n ho jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
rishwat
bhuul kar bhii jo ko.ii letaa hai rishvat chor hai
aaj qaumii paagalo.n me.n raat din ye shor hai
Josh Malihabadi
Nazm
kuchh ishq kiya kuchh kaam kiya
jo ishq ko kaam samajhte the
yaa kaam se aashiqii karte the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nashat-e-umid
tere hii dam se kaTe jo din the saKHt
tere hii sadqe se milaa taaj-o-taKHt
Altaf Hussain Hali
Nazm
KHushamad
jo KHushaamad kare KHalq us se sadaa raazii hai
haq to ye hai ki KHushaamad se KHudaa raazii hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
hashr ki subh daraKHshan ho maqam-e-mahmud
KHuun jam jaa.e jo naalain me.n chalte chalte
arsh kii aa.nkh se rahmat kaa samundar uble
Adil Mansuri
Nazm
eid ki achkan
sajtii thii kabhii tan pe jo thii eid kii achkan
sajte the kabhii ham, to kabhii eid kii achkan
Syed Mohammad Jafri
Nazm
faisle ki ghaDi
gandum o jau ke KHosho.n kii KHushbuu tumhaaraa muqaddar nahii.n
aasmaano.n se tum ko raqaabat rahii
Shahryar
Nazm
ghar ki raunaq
har ek bahs me.n kuchh kisht-o-KHuu.n zaruurii hai
nahii.n to jo bhii hai tahriik vo adhuurii hai
Raza Naqvi Vahi
Nazm
mehman-e-KHosusi
the jau marhuum ba.De saada-dil o nek-mizaaj
''ii.n-che shoriist'' kahaa aur gire chakraa kar
Raza Naqvi Vahi
Nazm
watan ki miTTi
mere vatan kii miTTii sonaa ugal rahii hai
jau me.n chhupii hu.ii hai shero.n se ba.Dh kar taaqat
Abr Ahsani Ganauri
Nazm
watan ki jaan
uThaa.e kaa.ndhe pe hal ko ye shaan hai terii
harii-bharii jo ho pattii vo jaan hai terii
Naseem Amrohvi
Nazm
aarzu bahaaron ki
jo raushnii ke payaambar the
bataa.e mujh ko ki ab vo chashm-e-tarab