SEARCH RESULTS
Showing search results for "jhamke"
Ghazal MATCHES FOR "jhamke"
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
is rang se jhamke hai palak par ki kahe tuu
Tuk.Daa hai miraa ashk aqiiq-e-jigarii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
jhamke jhamke vo surayyaa ke kiran phuul vo phuul
bunde baale parii motii parii aur kaan parii
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Asifud Daula
Ghazal
ye dil vo shiisha hai jhamke hai vo parii jis me.n
bharaa hai muu-e-ba-muu sehr-e-saamrii jis me.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
aks vo hai ki jo mahtaab ke ruKH me.n jhamke
us kaa kyaa hove kavaakib kii jo jhilmil me.n pa.Daa
Aziz Akhtar
Ghazal
us but ne gulaabii jo uThaa mu.nh se lagaa.ii
shiishe me.n ajab aan se jhamke thii KHudaa.ii
Waliullah Muhib
Ghazal
ab to is raah se vo shaKHs guzartaa bhii nahii.n
ab kis ummiid pe darvaaze se jhaa.nke ko.ii
Parveen Shakir
Ghazal
garmi-e-mohabbat me.n vo hai.n aah se maane.a
pankhaa nafas-e-sard kaa jhalne nahii.n dete
Akbar Allahabadi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
auro.n ke KHayaalaat kii lete hai.n talaashii
aur apne garebaan me.n jhaa.nkaa nahii.n jaataa