SEARCH RESULTS
Showing search results for "jhat"
Ghazal MATCHES FOR "jhat"
Ghazal
jab us kii bazm me.n daar-o-rasan kii baat chalii
mai.n jhaT se uTh gayaa aur aage aa ke baiTh gayaa
Zubair Ali Tabish
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
hijr ke baad se us ne na rachaa.ii meh.ndii
mai.n bhii ab jhaT se ko.ii phone uThaataa hii nahii.n
Dipak Prajapati Khaalis
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
ko.ii kisii bhii samay jhaT se to.D saktaa hai
umiid sab se lagaanaa KHaraab hotaa hai
Dipak Prajapati Khaalis
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
jab kahaa us ne ki uTh be-jhaT mai.n zinda ho gayaa
baat kii to baat hai e.ajaaz kaa e.ajaaz hai
Boom Merathi
Ghazal
haasid to hai kyaa chiiz kare qasd jo 'inshaa'
tuu to.D de jhaT balGam-e-baa.uur kii gardan
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
kar diyaa mujtahid-e-vaqt ko qaatil jhaT-paT
ham ne masjid me.n kal aise hii qayaamat kii bahs
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
jo.n galii me.n mujhe aate hu.e dekhaa to vo shoKH
apnii chaukhaT se uchak jhaT se gayaa paT se lipaT
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
galii se terii jo Tuk ho ke aadmii nikle
to us ke saaya se jhaT ban ke ik parii nikle
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
miraa dil aa gayaa jhaT-paT jhapaT me.n
hu.aa laT-paT lapaT zulfo.n kii laT me.n
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
suuraj ne aa.nkh khol ke dekhaa zamiin ko
saa.e a.ndherii raat ke jhaT se hare hu.e