SEARCH RESULTS
Showing search results for "jigar-e-lakht-lakht"
Ghazal MATCHES FOR "jigar-e-lakht-lakht"
Ghazal
sitaare siskiyaa.n bharte the os rotii thii
fasaana-e-jigar-e-laKHt-laKHt aisaa thaa
Shakeb Jalali
Ghazal
kartaa huu.n jam.a phir jigar-e-laKHt-laKHt ko
arsa hu.aa hai daavat-e-mizhgaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
Raeesuddin Raees
Ghazal
aa.nkhe.n bujhii-bujhii sii dil-e-laKHt-laKHt dekh
KHvaabo.n ne mere khaa.ii kahaa.n par shikast dekh
Nazeer Akhtar
Ghazal
ba-iltihaab-e-tamannaa-e-diid-e-haasil-e-ishq
dhu.aa.n saa az-jigar-e-laKHt-laKHt uThne lagaa
Hadis Salsal
Ghazal
mujhe hai shahr ke gharo.n se sirf is qadar gila
ki bhaa.ii husn aasmaan-e-laKHt-laKHt me.n nahii.n
Ahmad Shahryar
Ghazal
hamd-o-sanaa suKHan kaa nahii.n dil kaa hai riyaaz
kaise sanaa karuu.n mai.n dil-e-laKHt-laKHt se
Ahmad Faqih
Ghazal
ho kis ghamanD me.n ai laKHt laKHt diida-varo
tumhe.n bhii qaatil-e-mehnat-kashaa.n kahegaa lahuu
Habib Jalib
Ghazal
ye aur baat jigar laKHt-laKHt ho jaataa
us ek pal ke liye dil bhii saKHt ho jaataa
Nuzhat Abbasi
Ghazal
duKHtar-e-raz pe gire.n mast pata.ngo.n kii tarah
sham-e-mahfil ho ye laKHt-e-jigar-e-jaam-e-sharaab
Ahmad Husain Mail
Ghazal
ujaaltaa huu.n mai.n naalain-e-paa-e-laKHt-e-jigar
ki madrase ko chalaa ilm kaa KHazaana ko.ii
Sabir Zafar
Ghazal
ishq me.n taasiir gar rakhtaa hai kuchh abr-e-safed
ham abas KHuun-e-dil-o-laKHt-e-jigar royaa kiye
Karamat Ali Shaheedi
Ghazal
sher hai ashk-e-chashm-o-laKHt-e-dil se
uThaayaa chaahiye ham-aab o ham-zaad
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
chain miltaa hai tire shauq ko puuraa kar ke
varna ai laKHt-e-jigar kaun kamaane nikle
Ehya Bhojpuri
Ghazal
mizhgaa.n talak rasaa.ii-e-laKHt-e-jigar kahaa.n
ai vaa.e gar nigaah na ho aashnaa-e-gul
Mirza Ghalib
Ghazal
ashk o laKHt-e-jigar aa.nkho.n me.n nahii.n hai.n mere
hai.n bhare laal o guhar ishq ke ganjiine me.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
mumkin hai ye ki zabt karuu.n aa.nkh tar na ho
Dar hai kahii.n taraavish-e-laKHt-e-jigar na ho
Abdul Mannan Bedil Azimabadi
Ghazal
samajh shu.aa-e-buriida na sirf jugnuu ko
kiran kiran kaa jigar hogaa laKHt laKHt abhii
Jafar Baluch
Ghazal
laKHt-laKHt aavaaze.n fard fard pahchaane.n
shor shor KHaamoshii vaj.h-e-ja.ng aa.iina