SEARCH RESULTS
Showing search results for "jigar-e-lakht-lakht"
Nazm MATCHES FOR "jigar-e-lakht-lakht"
Nazm
raKHsh-e-umr
ye hasrate.n ye ranj ye afsurdagii ye sog
siina hai daaG daaG jigar laKHt laKHt hai
Salman Ansari
Nazm
laKHt-e-jigar
mohabbat ko tum laakh phe.nk aa.o gahre ku.e.n me.n
magar ek aavaaz piichhaa karegii
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
lori
ai mire nuur-e-nazar laKHt-e-jigar jaan-e-sukuu.n
nii.nd aanaa tujhe dushvaar nahii.n hai so jaa
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
ye kaisi rut aa gai junun ki
mai.n apne laKHt-e-jigar se aksar
nazar milaane se kaa.nptaa huu.n
Farooq Nazki
Nazm
dekhti hun jab teri taswir ko
teraa bachpan yaad aataa hai mujhe
ai mirii laKHt-e-jigar aksar tujhe
Brijes Talat Nizamii
Nazm
irshad ki yaad mein
ik baar phir vatan me.n gayaa jaa ke aa gayaa
laKHt-e-jigar ko KHaak me.n dafnaa ke aa gayaa
Hafeez Jalandhari
Nazm
ek din billi ne chuhe se kaha
sochtaa huu.n mai.n bhii tere ghar rahuu.n
mai.n tiraa laKHt-e-jigar ban kar rahuu.n
Amaan Zakhirvi
Nazm
marhum bachche ki yaad
kyaa KHabar thii haa.e aisaa bhii zamaana aa.egaa
ek din kahnaa pa.Degaa laKHt-e-dil kaa marsiya
Siraj Lakhnavi
Nazm
holi
kap.De lat-pat kiye kiicha.D me.n chale aate hai.n
shaiKH-saahab ke pisar laKHt-e-jigar holii me.n
Zareef Dehlvi
Nazm
jazbaat-e-aftab
aasmaa.n kaa.nptaa hai naam se jin ke ab tak
aaj phir qaum me.n vo laKHt-e-jigar paidaa kar
Lala Anoop Chand Aaftab Panipati
Nazm
mera husn teri nigahon mein hai
baadal Takraa.e mohabbat kaa zuhuur hu.aa
baarish kii buu.ndo.n ne
Shaista Yusuf
Nazm
al-ayazar mar gaya
bulb kaa jab.Daa khule aag baras jaa.e to
gar ye istaKHar abhii KHuun se bhar jaa.e to