SEARCH RESULTS
Showing search results for "jigar-figaaro.n"
Ghazal MATCHES FOR "jigar-figaaro.n"
Ghazal
haal tere jigar-figaaro.n kaa
jaise naqsha miTii bahaaro.n kaa
Haji Shafiullah Shafi Bahraichi
Ghazal
ham jigar-figaaro.n kii is adaa ko kyaa kahiye
baiThte hai.n sab mil kar sochte hai.n sab tanhaa
Dilkash Sagari
Ghazal
naqaab ruKH se kisii ne uThaa.e hai.n kyaa kyaa
dil-o-nigaah me.n jalve samaa.e hai.n kyaa kyaa
Sami Sultanpuri
Ghazal
mujrim ho KHvaah ko.ii rahtaa hai naaseho.n kaa
ruu-e-suKHan hamesha suu-e-jigar-figaaraa.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
jigar figaar rahe qais se sivaa lekin
ga.e na dasht ko aur chaak bhii qabaa nahii.n kii
Sultan Sukoon
Ghazal
aa.ii jigar-figaar havaadis ke faiz se
shoKHii jo in dino.n mire KHuun-e-jigar me.n hai
Fazl Ahmad kariim Fazli
Ghazal
vo dil ki shaam-o-sahar jaise pakkaa pho.Daa thaa
vo dil ki jis se hamesha jigar-figaar rahaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
zahe-nasiib vo pursaa.n hai.n Gam ke maaro.n ke
mizaaj arsh pe hai.n aaj dil-figaaro.n ke
Afsar Azri
Ghazal
Gamgii.n hai.n dil-figaar hai.n mere yahaa.n ke log
daamaan-e-taar-taar hai.n mere yahaa.n ke log
Owais Ahmad Dauran
Ghazal
lagii hai teG-e-nigah kis kii ye bataa bulbul
ki Tuk.De hai jigar-e-gul figaar hai Guncha
Meer Sher Ali Afsos
Ghazal
un se kahaa ki sidq-e-mohabbat magar daroG
kahne lage ye sach hai ki har tarah par daroG
Qalaq Merathi
Ghazal
chhupaa.e.n daaG-e-jigar phuul jitnaa mumkin ho
kahii.n na ahl-e-nazar un ko dil-figaar kahe.n
Waheeda Naseem
Ghazal
tuu bevafaa hii sahii tujh se pyaar aaj bhii hai
tire liye ye dil-o-jaa.n nisaar aaj bhii hai
Arif Hasan Khan
Ghazal
lahuu me.n Duube sitam-rasiida figaar chehre
kitaab jaise khule hu.e be-shumaar chehre
Mohammad Asadullah
Ghazal
dil-o-jigar pe liye ho.nge zaKHm kitno.n ne
ko.ii hamaarii tarah dil-e-figaar kyaa hogaa
Aasi Ramnagri
Ghazal
nazar uThii hai jidhar bhii udhar tamaashaa hai
bashar ke vaaste jaise bashar tamaashaa hai
Nisar Turabi
Ghazal
TuuTe dhaage hii se karte hai.n rafuu chaak-e-jigar
kaun bechaargii-e-siina-figaaraa.n samjhe